Koi Keh Dey MOHABBAT Ke Kharedaaron Se"
"Pyaar Wo Shey Hai Jo Milti Nahi Bazaron Se"
"Hum Tu Pehle Hi MOHABAT Me Jale Bethe Hein"
"Kyun Daratey Ho Tum Dehkte Hoye Angaron Se"
"Aaj Bhi Unn se Mulakaat Na Ho Payi Toh Phir"
"Jaan Dey Dein gey Sar Phorr K Deewaron Se"
"Koi Pochey Bhi Toh Hum Biyan Nahi Ker Sakte"
"Is Tarah Bichrey Hein Hum Jan Se Pyaron Se"
"Kya Sila Milta Hai Iss Duniya Me Wafaon Ka"
'Kaash Pochey Koi Hum Jaise Gunahgaron Se"
Monday, January 31, 2011
Sunday, January 30, 2011
If wealth is the secret to happiness, then the rich should be dancing on the street.
If wealth is the secret to happiness, then the rich should be dancing on the street.
But only poor kids do that. If power ensures security, then officials should walk
unguarded. But those who live simply, sleep soundly. If beauty and bring fame
ideal relationships, then celebrities should have the best marriages. Live
simply. Walk humbly & Love genuinely. Thats da code of life.
www.HazroCity.com
Saturday, January 29, 2011
Eman lootny ki sazishon se Hoshyaar rahien.
Eman lootny ki sazishon se Hoshyaar rahien.
1. Kisi Islami Maah ki mubarakbad sy Jannat wajib nahi.
2. Allah k nam ya koi wazifa fwd karny sy KhushKhabri ya Aafat nahi ati.
3. Nabi S.A.W.W ki Qasam dy k SMS 4wd krny ko kehna Haram hy.
4. Nabi S.A.W.W or BB ZAINAB k khwab men any waly SMS 4wd na karen.
5. koi bhi Quraani Aayat ya Hadis Pak ya kisi Sahabi ka qol confirmation k
baghair forward na karain.Please 4wd. www.HazroCity.com
Friday, January 28, 2011
"phir jab kisi kaam ka irada ker ly to Allah per bharosa ker,
Holy Quran:
"phir jab kisi kaam ka irada ker ly to Allah per bharosa ker, Bayshak Allah tawaqal
kerny walon ko pasand karta hy. Agar Allah tumhari madad kery to koi tum per
ghalib nahi aa sakta or agar Wo tum ko chor dy to phir kon hy jo Us ky baad
tumhari madad ker saky,or Eman walon ko chahya ky Allah per hi bharosa kerein."
Surah Ale-Imran Verses : 159-160
Thursday, January 27, 2011
"Darood sharif ki kuch barkaat"
"Darood sharif ki kuch barkaat"
(1) Is se Dua qobool hoti hai
(2) Maal o asbab men barkat hoti he
(3) Hajten pori hoti hen
(4) Aafaat o bala se nijaat melti ha
(5) Bhooli hoie cheezen yaad aa jati hain,
(6) Droodsharif parhne wale k sath farishto ki mohabbat ka ho jana,
(7) Ada'ey qarz, (8) Shifa'ey marz
Darood E Ibrahimi ka khasoosi Ihtimaam karen Khasoosan Juma k din.
Wednesday, January 26, 2011
(Sonehri Baaten)
(Sonehri Baaten)
"Jo Shakhs Allah Se Darta Hai Wo Kabhi Badla Nahi Leta,
Hasad Karny Wala Maut Sy Pehly Mar Jata Hy,
Kisi Par ETamaad Na Karo Jab Tak Usy Ghussy Me Na Dekh Lo.
Maut Ko Yaad Rakna Nafs Ki Tamam Bimariyon Ki Shifa Hy,
Khushi Insan Ko Itna Nahi Sikhati Jitna K Ghum.
Sachai Ek Aisi Dawa Hy Jis Ki Lazzat Karvi Magar Tasir Mithi Hy,
Aazan K Waqt Khamosh Raha Karo Ta K Mout K Waqt Kalma Nasib Ho...."
Tuesday, January 25, 2011
Yeh SMS dosto ko zaroor karen.
Yeh SMS dosto ko zaroor karen.
Fajar = Noor
Zuhar = Dolat
Asar = Sehet aur Shifa
Magrib= Kamyabi Mustaqbil
Eisha = Pursakon Neend
Aao Namaz Qaim Karen...
Monday, January 24, 2011
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
Khuda tujhe urooj aisa naseeb kare,
kay rashk tere naseeb per falak kare,
har more per frishtay hon sath tere,
har ghum per hifazat tairi khuda kare…
best wishes forever & good luck.
kay rashk tere naseeb per falak kare,
har more per frishtay hon sath tere,
har ghum per hifazat tairi khuda kare…
best wishes forever & good luck.
Sunday, January 23, 2011
Jab HUZOR PAK (S.A.WW.) Kay Visaal Ka Waqt Qareeb Aya...
HADEES-E-MUBARIK Jab HUZOR PAK (S.A.WW.) Kay Visaal Ka Waqt Qareeb Aya, Tu Aap (S.A.W.W.) Ne Hazart Izraeel (A.S) Se Poocha Kay "Kya Meri Ummat Ko Bhi Mout Ki Itni Takleef Bardasht Karni Parey Gi, "Tu Hazart Izraeel (A.S) Ne Farmaya "JEE", To Aap (S.A.W.W.) Ki Aankh Mubarik Se Aansu Jaari Ho Gaye, To ALLAH PAK Ne Farmaya "AE MUHAMMAD (S.A.W.W.) Aap Ki Ummat Agar Her Namaz Kay Foran Baad AYATUL-KURSI Pare Ge Tu Mout Kay Waqat Uska 1 Paoon Duniya Main Hoga Aur 1 JANNAT !!! Plz plz forward it.
Saturday, January 22, 2011
Best Message in QURAN-E-PAK
Best Message in QURAN-E-PAK "Aye Bande Agar Kabhi Raat Ko Teri Aankh Khule Or Tu Phir So Jaye To Tu Ne Mujse Be-wafai Ki Or Agar Teri Aankh Khule Or Tu Ne Wazoo Kiya Or Meri Ibadat Ki Or Tu Ne Manga Or Main Ne Qabol Na Kiya To Main Ne Tjhse Be-wafai Ki Aur May Aisa Nai Karta". "SURA-E-MULK" PARA 29.
Friday, January 21, 2011
The grace of ALLAH begins.
Today SMS 01>
5 personality description
1 I always remain peaceful in strange times
2 I say my prayers 5 times a day
3 I help the poors
4 I respect my elders
5 I did not do backbiting
Today SMS 02>
When problems are so big And
Your strength is no longer enough to carry them,
Dont give up Cause Where your strength ends,
The grace of ALLAH begins.
Thursday, January 20, 2011
Ye kis khalish ne phir is dil main ashiyana kya...
Ye kis khalish ne phir is dil main ashiyana kya
Phir aj kis ne sukhan ham se gayebana kya
Gam-e-jahan ho, rukh-e-yar ho k dast-e-udu
Salook jis se kya hamane ashiqana kya
The khak-e-rah bhi ham log qahar-e-tufan bhi
Saha to kya na saha aur kya to kya na kya
Khush ha k aj har ik muddai k lab par hai
Wo raz jis ne hamain rand-e-zamana kya
Wo hilagar jo wafa ju bhi hai jafa khu bhi
Kya bhi "Faiz" to kis bat se dostana kya
Wednesday, January 19, 2011
Gunah Ko Phelany Ka Zariya Kabi Mat Bano...
Gunah Ko Phelany Ka Zariya Kabi Mat Bano
Q K Ho Sakta Hay, Tm Tu Toba Kr Lo,
Par Jis Ko Tum Ney Gunah Py Lgaya.
Wo Tumhari Akhirat Ki Tabahi
Ka Sabab Ban Jae...
Plz guide others
www.HazroCIty.com
Tuesday, January 18, 2011
Aayat-Ul-Kursi ki Fazilat:
Aayat-Ul-Kursi ki Fazilat:
Jab Ghar se Jate waqt parho to 70000 farishtey har traf
se apki hifazat karen ge, Jab ghar main dakhil hote
waqt parho to apke ghar se mohtaji (ghurbat) door
ho jaye gi, Jab WAZU ke baad parho to apke 70
darje buland hoon ge, Agar raat ko sote waqt
parho to 1 farista saari raat apki hifazat kare
ga, Agar farz namaz ke baad parho to marne
k baad apka ek pauon zameen par or
doosra jannat main hoga. Recite it..
www.HazroCity.com
Monday, January 17, 2011
Bhool jana to Rasam e Duniyan ban gai hai "Mohsin"
Today SMS 01>
Bhool jana to Rasam e Duniyan ban gai hai "Mohsin"
Bhool jana to Rasam e Duniyan ban gai hai "Mohsin"
~
Tum ne bhool kar kon sa kamal kar diya.
Kaash kuch Dino k liye Dunya ko chhor jana mumkin hota.....!
.*.*. Ya$iR .*.*.
!.....Suna hai log bohot yad krty hain Dunya se chaly jany k baad.
Hzrat
Abu Huraira(R.A) Se Riwayat He
Abu Huraira(R.A) Se Riwayat He
AAP S.A.W.W Ne Mera Hath Pkra or
5Baten kahin
1-Haram Kamon Se Parhez Kro Sb Se Ziada Ibadat Guzar Bn Jaoge
2-ALLAH Ki Tqseem Pe Razi Raho Is Se Tum Logon Se Be-Parwah Ho Jaoge
3-Apne Parosi Se Acha Saluk Kro Is Se Tm Momin Ho Jaoge
4-Logo K Lie Wohi Psnd Kro Jo Apne Lie Psnd Krte Ho Is Se Tm Musalman Ho Jaoge
5-Zyada Mat Hnso Kyu K Ziada Hansi Dil Ko Murda Kr Deti He
www.HazroCity.comHzrat Abu Huraira(R.A) Se Riwayat He
AAP S.A.W.W Ne Mera Hath Pkra or
5Baten kahin
1-Haram Kamon Se Parhez Kro Sb Se Ziada Ibadat Guzar Bn Jaoge
2-ALLAH Ki Tqseem Pe Razi Raho Is Se Tum Logon Se Be-Parwah Ho Jaoge
3-Apne Parosi Se Acha Saluk Kro Is Se Tm Momin Ho Jaoge
4-Logo K Lie Wohi Psnd Kro Jo Apne Lie Psnd Krte Ho Is Se Tm Musalman Ho Jaoge
5-Zyada Mat Hnso Kyu K Ziada Hansi Dil Ko Murda Kr Deti He
www.HazroCity.com
Sunday, January 16, 2011
Maut Ke Bad Insan 5 Hisson Main Taqseem Ho jae ga,,,
Maut Ke Bad Insan 5 Hisson Main Taqseem Ho jae ga,,,
1. Rooh Malk ul Maut le jaye ga,
2. Maal waris le jayen gay,
3. Gosht Keere Makory Kha Jaen ge,
4. Haddiyan Mitti Kha Jae gi,
5. Nekiyan Qarz dar Le Jaen ge,
*Lekin Koshish Kro K Imaan Shetan Na Le Jaye,
Abi mehnat ki zarorat hy. www.HazroCity.com
Saturday, January 15, 2011
A great writer and intellectual Ashfaq Ahmad...
A great writer and intellectual
"Ashfaq Ahmad" said :
"Har cheez apne waqat par achi lagti hy,
Naiki krny ka sahi waqt jawani hai,
Hum "Naikian" us waqt krty hen jb
"Buraiyn" karnay k qabil nhi rehty...!!!
Think about it...
Friday, January 14, 2011
(BAP KA MAQAM)
(BAP KA MAQAM)
Bap ka etram karo ta k tumari olad tumara etram kare,
Bap ki baten ghor se sno ta k ksi or ki sunna na parhn,
Bap ke samne uncha na bolo wrna ALLAH tala tume nicha karde ga,
Bap ke samne nazar jhuka kar bat karo ta k ALLAH
tala tumhen dunya main buland karde...
www.HazroCity.com
Thursday, January 13, 2011
"Kash Samajhta Wo Is Dil Ki Chahat Ko"
"Kash Samajhta Wo Is Dil Ki Chahat Ko"
"To Yun Na Humain Tanha Kiya Hota"
"Unki Berukhi Bhi Manzoor Thi Humain"
"Bus Aik Baar Humain Samajh To Liya Hota....
Wednesday, January 12, 2011
Ek MAA se kisi ne pucha keh "Ap k Qadmo talay Jannat...
Ek MAA se kisi ne pucha keh "Ap k Qadmo talay Jannat hoti he jo ke MAA
ki azmat ki nishani he, agar ap ko kaha jay k is k badlay ap kuch mango
to ap kia mango gi? "MAA ne boht khubsurat jwab dia k "Me apni
betiyon ka nasib apne hath se likhne ka haq mangun gi keh
unki khushi k agay mere liye har jannat choti hai".
www.HazroCity.com
ki azmat ki nishani he, agar ap ko kaha jay k is k badlay ap kuch mango
to ap kia mango gi? "MAA ne boht khubsurat jwab dia k "Me apni
betiyon ka nasib apne hath se likhne ka haq mangun gi keh
unki khushi k agay mere liye har jannat choti hai".
www.HazroCity.com
Tuesday, January 11, 2011
ALLAH ki zaat pr Bharosa krne wala kbi Nakam nai hota.
Subh Bakhai, *_Best.Hadees'_*
1:ALLAH ki zaat pr Bharosa krne wala kbi Nakam nai hota.
2:Ksi ka Raz Talash mat kro ager malom ho jae To phelao Nai.
3:Koi b Musibat prne pr Mout ki Tamana na kro.
4:Insan k sab se bare Dushman uske Bure Dost Hain.
5:Kisi ko khush karna Naiki hai. www.HazroCity.com
Monday, January 10, 2011
AOA: ANMOL HEERE'
AOA: ANMOL HEERE'
"Ikhlaq Acha Hona 'ALLAH' Se MUHABBAT ki Daleel Hai"
"DIL Ka Sukoon Chahte Ho To Hasad Se Door Raho"
"Musibat Ki Shikayat Matt Karo Is Se 'ALLAH' Naraz Aur Dushman Khush Hota Hai"
"Khush Rehna Chahtey Ho To Dosron Ko Khush Rakho"
"Ilm Aisa Badal Hai Jis Se Rehmat Barasti Hai"
"Naik Ban'ne Ki Koshish Aise Karo Jaise Haseen Ban'ne Ki Koshish Karte Ho"
Ksi Say Is Tarah Milo K Wo Dobara Ap Se Milne Ki Tamanna Karey.
www.HazroCity.com
Saturday, January 8, 2011
Be-sabab yon hi sar-e-sham nikal atay hain,
Be-sabab yon hi sar-e-sham nikal atay hain, Ham bulaein to unhein kam nikal atay hain Rote rote jo hasa hon to tajub kya hai Sakhtiyon main bhi to aram nikal atay hain Aik majno hi nahi dehshat main tanha tehra, Rone walon main kai naam nikal atay hain Baraha puhanchay darbar main ouron ki tarah, Daam lagte hain to be-daam nikal atay hain Nayi tehzeeb ke rozon se ye dekha manzar, Sab ke izhaar se abhaam nikal atay hain!
Friday, January 7, 2011
Wo AIK AKELA INSAN HO KAR US CHRISTIAN LADY KO SAZAY-E-MOUT
AOA! Subha Bakhair.
Zara sochiye,:-|
Wo AIK AKELA INSAN HO KAR US CHRISTIAN LADY KO SAZAY-E-MOUT SE
BACHA SKTA HAI TO HUM KIA 16 CRORE PAKISTANI MIL KAR US INSAN
KO NAI BACHA SKTE JIS NE GUSTAKH-E-RASOOL KO US KI SAHI JAGAH
YANI US KO QATAL KIA. Is MSG KO ITNA PHELAO K HAMARE MULK KI
GOVRNMENT US INSAN KO BA IZAT BARI KARE DE.
If YOU ARE MUSLIM SO 4WD IT DON'T STOP. www.HazroCity.com
Thursday, January 6, 2011
JO Loog Meray Qadd ke Baraber Nahi Aatay,
JO Loog Meray Qadd ke Baraber Nahi Aatay,
Ik tum k Tumharay Liye Men b,Meri Jaan b!
Ik Main k Mujhe Tum b Muyassar nahi Aatay,
Jis Shaan se Loutay Hian Gunwa k Dil-o-Jaan!
Is Tour to Haaray Hovay Lashker Nahi Aatay,
Koi to Khaber lay Meray Dushman-e-Jaan ki!
Kuch Din se Meray Sehan me Pather Nahi Aatay,
Dil bhe Koi Asaib ke Nagri hay ke " FARAZ"
Jo Is Se Nikal Jatay Hain Murr K Nahi Aatay!!!
Tuesday, January 4, 2011
Namos-e-Resalat ke khilaf bhonknay walay Sulman Taseer ko Kuttay...
Namos-e-Resalat ke khilaf bhonknay walay Sulman Taseer
ko KUTTAY ki mot marny par tamam Muslmano ki
taraf say ELITE FORCE K Jawan ko salam. We
ko KUTTAY ki mot marny par tamam Muslmano ki
taraf say ELITE FORCE K Jawan ko salam. We
Selute Mumtaz Hussain & all Elite Force.
Sulman Taseer ki Namaz Jinaza jaiz nahi,
Nahi isay Musalmano k Qabristan Me
Dafnaya jai (FATWA)... www.HazroCity.com
Monday, January 3, 2011
Allah ka nam aj ki date me nazar ata hy.
Allah ka nam aj ki date me nazar ata hy.
4_1_11
Its not a miracle, siwaye is kay k us k chahnay
walay usse har chez me dhond lete hain.
www.HazroCity.com
Sunday, January 2, 2011
"BOYS" are the most busy generation in the world!
"BOYS" are the most busy generation in the world!
1 hand on stearing, 1 hand on gear!
1 leg on clutch, 1 leg on accelarator!
1 ear on music, 1 ear on mobile!
1 eye on Road, 1 eye on GIRLZ!
Nose on breath, Mouth on cigrate!
All tentions at 1 time! Phir b log larko ko farigh kehte hain!
Not fair! ;-)
Subscribe to:
Posts (Atom)