Saturday, April 9, 2011

SAWAL hua Namaz kitni zarori hay?

SAWAL hua Namaz kitni zarori hay?
HAZRAT ALI (R.A) ne Farmaya k
"Agar tum pani me Doob rahey ho aur tumhey pata ho k
"waqt-e-Namaz" hay to tum Niyyat Bandh lo.

"Lambi dosti K lye 2 chezon pr amal kro
1>apne dost se guse me bat mat kro.
2>apne dost ki guse me kahi hoi bat dil pe mat lo...!
Hazrat ALI(R.A) ka Qoul Mubarak.

Friday, April 8, 2011

Wo Subha Neend Se Jagey To Mujh Se Larney Aaye.

"KASH"

Wo Subha Neend Se Jagey To Mujh Se Larney Aaye.

"wasi"

K Tum Kon Hotey Ho Mere Khuwabon Mein Aaney Walay...

Good Morning...

Thursday, April 7, 2011

"Deepest" feelings of my heart while praying for you,

"Deepest" feelings of my heart while praying for you ,
May"ALLAH TAHALA" Convert Ur Discomforts To
Comforts, Ur Pains To Gains, Ur Minimum To
Maximum, Ur Losses To Profits, Ur Tears
To Smiles, Ur Sorrows To Pleasures, Ur
Bad-wishers To Well-wishers, Ur
Debts To Credits.
Thanks for understanding my weak position.
God bless u.....

Wednesday, April 6, 2011

"""=Aaj phir bujh gaye jal jal k umeedon k charagh.....,

"""=Aaj phir bujh gaye jal jal k umeedon k charagh.....,
"""=Aaj phir taron bhari raat ne dum tor diya.....,
"""=Jis se afsana-e-hasti main tasalsul tha kabhi.....,
"""=Us mohabbat ki rawayaat ne dum tor diya.....,
"""=Jhilmilatey huwey ashkon ki lari toot gayi.....,
"""=Jagmagati hui barsat ne dum tor diya.....,
"""=Haaye;,.
Aadab-e-Mohabbat k taqaze "Saghar".....,
"""=Lab hilay or shikayaat ne dum tor diya....!!!

Tuesday, April 5, 2011

Hazar rahen mud ke dekhien...

Hazar rahen mud ke dekhien

Hazar rahen mud ke dekhien, Kahien se koi sada na ayie
Badi wafa se nibhayie tum ne, Humari thodisi Bewafaie
Jahan se tum mod mud gaye the, ye mod ab bhi yahie pade hain
Hum apne pairon me jane kitne, Bhanwar lapete huwe khade hain
Kahien kisi roz yun bhi hoga, humari halat tumhari hogi
Jo rat humne guzari mar k, wo rat tumne guzari hoti
Tumhe ye zid hai k hum bulate, hume ummis k wo pukaren
Hai naam honton pe ab bhi lekin, Aawaz me pad gayie dararen

Saturday, April 2, 2011

Good news for Hazro / Chhachh people.

Good news for Hazro / Chhachh people.
Farzandan_ e_Chhahh Book publish hu gai hy
jis me elaqa Chhachh ki mashoor 50 Shakhsiat ki life
kay baray me information mojud hy. Book Hasil karnay
kay liye Imran Khan 0306 5363064 say raabta karen
ya phir Yasir Amin             +92 300 54 98751      
say rabta karen,www.HazroCity.com

Friday, April 1, 2011

ALHAMDOLILLAH, ISLAM Ka AQEEDA Hey K

ALHAMDOLILLAH, ISLAM Ka AQEEDA Hey K
ALLAH K ILawa Koyi B GHAIB Ka ILM Nahi Janta
Na Koyi NAJOOMI,Na Koyi PEER, Na Koyi TOOTA,
Na Koyi AALIM,GHAIB Ka ILM Sirf ALLAH TALA K Pas Hey
Or ALLAH RABBUL IZAAT Ney Pakistan Ki "Har"
K Zarye Logon Ko Apna Aqeda Sahih Karney Ka Moqa Diya Hey!
PAAK Hey Mera RAB, Jo Tamam Jahano Ki Posheeda Baten
Janta Hey ¤ Pakistan Ka Harna Bohut Zaroori Tha !!!
Warna Karoroo Log To Bohut Pehley Hee TOOTEY,
AALIMOO, Or NAJOMIYOO Par IEEMAN La Chukey They!
Hamara RAB Sab Ka Madadgar Or Hifazat Karney Wala Hey¤
www.HazroCity.com