Monday, April 18, 2011

"Zara udas hoon lekin zara masroor bhi hoon,



("GHAZAL")
"Zara udas hoon lekin zara masroor bhi hoon,
Tumharay paas hoon shayed, shayed door bhi hoon,
Youn pathrily raston pay chalna shoq nahi mera,
Kuch mamla chahat ka hai kuch majboor bhi hoon,
Muhabbat ho gai tum sey bas itni khata hai meri,
Mana k mujrim hoon magar beQasoor bhi hoon

Sunday, April 17, 2011

TIBB-E-NABWI

AOA TIBB-E-NABWI
*Jo LoG Khany Se PehLe Thora Namak Chakh Lete Han Wo Log 30 Qism
Ki Bimariyon se Mefuz Rehte han *KhajoR Ko Nashty Me istemal Kro Ta
k Tmare Andruni Jarasim ka Khatma Hojay *Gham Ka Shikar Ho to
Kheera Kha liya kro *Zukaam Se Mat Ghabrao Ye Tumen Pagal-pan
Se Mehfoz Rkhta Hy *Kalonji Me Maot K Siwa hr Bimari ka elaj hy
*Aankh ka dukhna Andhey Hony se Mehfuz rkhta hy *khansi
k honay se faalij se hifazat rehti hy. www.HazroCity.com

Thursday, April 14, 2011

Budnaseeb hy wo Jo Waldain ki Khidmt kr k Dua

AoA
Budnaseeb hy wo Jo Waldain ki Khidmt kr k Dua
nhi leta Or Logon se Kehta hy k Mere Lye Dua
Krna Badnaseeb hy wo jo Namaz-e-Isha nhi parhta
or Dawaaon men pursukun Neend talash krta hy
Badnseeb hy wo jo Fajar k wqt soya rehta hy
or Logo se Tangi-e-Rizq ka shkwa krta Hy.
www.HazroCity.com Juma Mubark

Wednesday, April 13, 2011

"Kon kehta hai ke mit jati hai Doori se MUHABBAT...

"Kon kehta hai ke mit jati hai Doori se MUHABBAT...
....Bewaafa....
....Milne walay to khyalon mein B mila karte hain"...!!!

Tuesday, April 12, 2011

Root jany ki adaa hum ko bi ati hy FARAZ,


Root jany ki adaa hum ko bi ati hy FARAZ,
Kaash hota koi hum ko bi manany wala...


"Barbad Karna Tha To Kisi Or Tariqay Se Krty "SAGAR"
"Zindagi Bun Kar Zindagi Hi Cheen Li Tum Ne".

Monday, April 11, 2011

Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna



(Best of SAGAR)
Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna
Meri Ankhon Main Apne Husn Ki Tasveer Dekhna
Kya They Or Kya Bna Dia Teri Ulfat Ne
Kese Ban Gaye Hain Tere Pyar Mein Faqeer Dekhna
Boht Naaz Hy Na Tujy Apni Husn ki Dolat Per Dost
Mere Paas B Hy Zakhmon Ki Jageer Dekhna
Mere Ho Or Mere Hi Reho Ge Hamesha
Rang Laaye Gi Sachey Pyar Ki Taseer Dekhna
Bohat Zulm Sahey Hain Teri Judai K Ham Ne "SAGIR"
Sada Ek Jesi Nhi Rehti Taqdeer Dekhna.

Sunday, April 10, 2011

"POSITIVE THINKING is not about EXPECTING the Best to Happen,

"POSITIVE THINKING is not about EXPECTING the Best to Happen,
It is about ACCEPTING that whatever will happen,
Is The Best". "Subah Bakhair"

Meri Be'Basi Pe Na Muskura Ye Waqt Waqt Ki Baat HAI¤
Kabhi Saath Shams-o-Qamar Chalein Kabhi Saaya Bhi Saath Chor De