Tuesday, July 19, 2011

Jo Kaanp Uthta Tha Mujhe Gawanay K Khauf Se,

"GHAZAL"
Jo Kaanp Uthta Tha Mujhe Gawanay K Khauf Se,
Wo Chor Gaya Mujhe Zamanay K Khauf Se,
Duniya Main Kuch Khaas Khush Nahi Hon Main,
Jee Rahy Hain Bas Mar Janay K Khauf Se,
Hamari Misaal Bhi Un Phoolon Si Hai
Jo Khilay Hi Nahi Murjhanay K Khuf se.

Monday, July 18, 2011

NIGHT TIPS:

NIGHT TIPS:
>wazu kr k sona.
>bister jhar kr sona.
>dahni krwat pr sona
>sony ki dua parh kr sona.
ALLAHUMMA BISMIKA AMOOTU WA AHYA.
Har raat hum aik dosary ko good night k SMSs krty hain.
Aaj ye 4wd krain. Agar kisi aik ne bhi amal kar liya tu
aap bhi sawab paingae

Saturday, July 16, 2011

Qadyani is Waqt 126 Zubano Me Quran-E-Pak Ka Ghalat Tarjuma...

Qadyani is Waqt 126 Zubano Me Quran-E-Pak Ka Ghalat Tarjuma
Shaya Kar Chuky Hain Or Puri Dunya Me Phela Rahy Hain.
Aj Hum Ne isko Masla-E-KHATME NUBUWAT Kaha jisKi
Waja Sy La-iLam Log Ye Samjy K Baqi Maslo Ki Tarah
Ye B Ek Aam Sa Masla Hy Lehaza isay Molvi Hal Kar
Lein Gy LEKIN YAAD RAKHO KHATME NUBUWAT
Ka Taluq iman Sy Hy Jo Hr Muslman K iman Ka
Hissa Hy, Humein B KHATME NUBUWAT Ki
Hifazat Me Apny Hisay Ka Kam Karna Chahiye.

Friday, July 15, 2011

Millions of reasons to thank ALLAH,

Millions of reasons to thank ALLAH,
If you have food in your fridge, clothes on your back, a roof over your head
and a place to sleep, you are richer than 75% of the entire world.
If you have money in your wallet, a little change and can go anywhere you
want, you are among the top 18% of the worlds wealthy people.
If you woke up this morning with more health than illness , you are more
blessed than the million people who will not survive this week and die.
If you can actually ‘READ’ this message and understand it, you are more
fortunate than the 3 billion people in the world who cannot see,
cannot read or suffer mental retardation. Life is not complaining about
pain from others. It’s about a thousand other reasons to thank ALLAH.
ALHAMDULILAH. Pray and offer Shukar ALLAH. Wishing you a blessed life.:-)

Wednesday, July 13, 2011

"11" baatein "11" baaton ko khatam kr deti hain.


"11" baatein "11" baaton ko khatam kr deti hain.
1.Shirk Emaan ko, 2.Tauba Gunah ko, 3.Dukh Zindagi ko,
4.Ghussa Aqal ko, 5.Sadqa Musibat ko, 6.Chugli Dosti ko,
7.Namaz Be-Hayai ko 8.Neki Badi ko 9.Jhoot Rizq ko 10.Zulm
Insaaf ko, Or 11.Takabur Aamal ko. Achi baat phelana sadqa jaria hy.
www.HazroCity.com

Tuesday, July 12, 2011

FREE SECURITY GUARD SYSTEM


FREE SECURITY GUARD SYSTEM
Ghar sy nikalny sy Pehlay
7 bar parhen:
"Ya Hafeezo, Ya Raqeebo"
ALLAH ap ko apni panah main rakhy ga.
InshaAllah (www.HazroCity.com)

Sunday, July 10, 2011

Wo Mera Apna Tha Jo Gheron Ki Trah Lgta Tha

Wo Mera Apna Tha Jo Gheron Ki Trah Lgta Tha


Wo MujKo Meri Dharkn Meri Jan Lgta Tha

Rehta Tha Wo Hr Pl Meri Ankhon Men

Ek Pal Ka Bicharna Use B Bura Lgta Tha

Yaqen Nhi Ata K UsNe Bewfai Kr Li

Jo Shkhs Mjhy Ehl-e-Wfa Lgta Tha

Ajab Tha Rop UsKa, Ajb Thi Ada UsKi

Hr Lihaz Se Wo Sb Se Juda Lgta Tha

Aj To Munh Pher He Lia UsNe

JisKo Zinda Rehne Ki Main Waja Lgta Tha

HmNe Jo Pocha Kia Yad Ate Thy Hm Tm Ko

UsNe Muskra K Keh Dia K Tu Mera Kya Lgta Tha?

"Innocent lover"