Saturday, August 13, 2011
SORRY! To all of u.
SORRY! To all of u.
Aap soch rahe honge ke mene ap logo se mafi kuon mangi.
Kun ke ye Magfirat ka Ashra hy or Hamere Nabi S.A.W.W.
Ne farmaya "Halak hojaye wo shaks jo Ramazan ka Mahina
paye or apni maghfirat na karwasake". Or Allah har Gunah
ma'af kardega siwae Gibat ke. To mene kabi bi Aap ki Gibat
ki ho ya kabi Apka Dil Dukhaya ho to please Mujhe ma'af
karden warna Me bhi halakat ka haqdar ho jaonga...
"Iam realy sory"
www.HazroCity.com
Friday, August 12, 2011
Hafiz-e-Quran Ka Maqam.
Hafiz-e-Quran Ka Maqam.
Mafhom-e-Hadees:
Qiyamat k din Quran kay Hafiz se kaha jaye ga, Quran parhta ja aur Jannat
k Darjon pr Charhta ja aur thehir thehir kar parh jesa keh to Duniya mein
thehir thehir kar parha karta tha, Bas tera Maqaam wohi Hoga jahan
teri Akhri Ayat ki tilawat khatum hogi. (Tirmazi, Darja:Hassan Sahi,
Hadees#3035, Ravi: Abdullah Bin Ammar R.A. *Apni aulad or
apnay aap say choto ko lazmi Hifz karwain.*
www.HazroCity.com
Thursday, August 11, 2011
Jö löG Iftäri k wäqat Dästär_khwän pè bèth kar...
Jö löG Iftäri k wäqat Dästär_khwän pè bèth kar
GuftuGu kärty Häin Ör ÄLLÄH sè DUÄ
Mängnè Mè susti Ör shäräm mehsoos
kartay hain, Unki Misal, bilkul us
Mazdoor jaisi hai, jo sara din,
MEHNAT-MUSHAQQAT,
kare & sham ko, apni Ujrat
lye bagher, khali hath,
apne Ghar wapis Jai.
Dua Lazmi Mangai
www.HazroCity.com
GuftuGu kärty Häin Ör ÄLLÄH sè DUÄ
Mängnè Mè susti Ör shäräm mehsoos
kartay hain, Unki Misal, bilkul us
Mazdoor jaisi hai, jo sara din,
MEHNAT-MUSHAQQAT,
kare & sham ko, apni Ujrat
lye bagher, khali hath,
apne Ghar wapis Jai.
Dua Lazmi Mangai
www.HazroCity.com
Wednesday, August 10, 2011
Ajab faiz hay "AAQA" (S.A.W.W) teri Muhabbat ka...
Ajab faiz hay "AAQA" (S.A.W.W) teri Muhabbat ka...
www.HazroCity.com
DAROOD Aap par parhoon
aur khud sanwar jaon...!
¤Sallallahu Alai'hi Wa Aalihi Wassalam¤
Tuesday, August 9, 2011
Aulad K Liye Waldain Ka Pegam
Aulad K Liye Waldain Ka Pegam
>Jis din Tum Hame Boorha dekho, Sabar karna or hamen samajne ki
koshish karna, >Jab Hum koi Baat Bhool jain to Hum par Tanz na karna
or Apna Bachpan Yad karna, >Jub Hum Boorhe ho kar Chal na payen to
Hamara Sahara Ban'na or Apna Pehla Qadam Yad karna, >Jub Hum
Beemar ho jain to wo Din Yad kar k Hum par Apne Paisy Kharch
karna jub Hum Tumari Khuwahishen Pori karne k liye
Apni Khuwahishen Qurban karte thay
www.HazroCity.com
Monday, August 8, 2011
Jannat ka ek Darwaaza hai Jise RIYAAN kehte hain Qayamat
MAFHOOM-E-HADEES>
Jannat ka ek Darwaaza hai Jise RIYAAN kehte hain Qayamat
kay Din Us Darwaaze se Sirf Rooze Daar hi Jannat mein DakhiL ho'n ge.
(Bukhari Shareef,H#1896, Kitab-us-Soum, Baab:Roza Daaro'n k Liye
Riyaan, Raavi:Hazrat SahaL Bin Saad R.A.
Jannat ka ek Darwaaza hai Jise RIYAAN kehte hain Qayamat
kay Din Us Darwaaze se Sirf Rooze Daar hi Jannat mein DakhiL ho'n ge.
(Bukhari Shareef,H#1896, Kitab-us-Soum, Baab:Roza Daaro'n k Liye
Riyaan, Raavi:Hazrat SahaL Bin Saad R.A.
www.HazroCity.com
Sunday, August 7, 2011
"Farz Namaz Ki Halat Me Aankhen Band Karna Makroh Hy....
"Farz Namaz Ki Halat Me Aankhen Band Karna Makroh Hy.
Namaz me jab Qayam Par Khary Ho Tu Nazren Sajday Ki
Jaga Rakho k Hamen isi Zamin me jana hy. Jab Roku
Karo Tu Paon Dekho k Hamari Jan Paon say nikalni
shuro ho ge. Jab Sajda Karo Tu Nak Ki Simat me
dekho k marne k bad sb se pehly Nak khatam
ho ge. Aur Jab Beth Jao Tu Nazaren Jholi me
Honi Chahiye k Meri jholi ab b khali hy. Sab
say barh kar, kia pata yeh hamari
Aakhri Namaz hu.
www.HazroCity.com
Subscribe to:
Posts (Atom)