Thursday, December 22, 2011

Aur “JUMMA” Jesa Koi Din Nahi.

“ZAMZAM” Jesa Koi Pani Nahi.
“NAMAZ” Jesi Koi Ebadat Nahi.
“HAJJ” Jesi Koi Ziyarat Nahi.
“ISLAM” Jesa Koi Mazhab Nahi.
“QURAN” Jesi Koi Kitab Nahi.
“MADINE” Jesa Koi Sheher Nahi.
“KALME” Jesi Koi Dolat Nahi.
“DURUD PAK”Jesa Koi Khazana Nahi.
Aur “JUMMA” Jesa Koi Din Nahi.
JUMA MUBARAK…
www.HazroCity.com

Wednesday, December 21, 2011

10 Guneh-Gar AURTEN

10 Guneh-Gar AURTEN
ALLAH k azab se nahi bach sakti
1-BeParda, 2-Taiz Zuban wali,
3-Najaiz Talluqat rakhne wali,
4-Deen ka Mazaq urane wali,
5-Chughalkhor, 6-Ehsan jatane wali,
7-Shohar ki Nafarman, 8-Ghebat karnai wali,
9-Bal khol kar chalne wali, 10-Bila Zarorat Ghar se Nikalne wali,
www.HazroCity.com

Tuesday, December 20, 2011

Wo ek shaks jo hamein zindagi se payara hai...

Wo ek shaks jo hamein zindagi se payara hai.
Baghair us k veraan ye jahan Sara hai
Wo nahi janta k uski zaat... Kya hai
Wohi to hai jo Mohabt ka ik sitara hai
Nahi milta to dil ki halat ajeeb hoti hai
K is mai mera nahi dil ka kasoor sara hai
Wo apni sab baton ko chup chup k byan karta hai
Yehi to ada hai jis ne hmein mara hy
Wo kya tha? Kya hai? Kya ho ga? Kya khabar?
Yehi pata hy k wo jaisa bi hy, "Bus Hamara Hai"...

Monday, December 19, 2011

Kis Qadar Ehtimam Kartay Ho. . . .

Kis Qadar Ehtimam Kartay Ho. . . .


Dil Dukhana Sawab Ho Jaisay !!!

www.HazroCity.com

Friday, December 16, 2011

Q bethay ho shaakh par urr Q nahi jaty...


" GHAZAL "
Q bethay ho shaakh par urr Q nahi jaty.
Ay wada faramosh sudhar Q nahi jaty.
Kab say bethay ho mere ghar ki chokhat pe,
Kis nagri sy aye ho ghar Q nahi jatay.
Gham-e-tanhai mein hun khamosh betha,
Ay baadlo garajtay Q ho barass Q nahi jatay.
Ab to ye aalam hy apna deewangi mein, "Yasir"
Kehty hain duniya waly kab tak jiyo gai, mar Q nahi jaty.
www.HazroCity.com

Thursday, December 15, 2011

When bird is alive, it eats Ants. When bird is dead,


Aslam-o-Alaikum "LIFE TIME LESSON"
When bird is alive, it eats Ants. When bird is dead,
Ants eat bird." So, Time can turn at any time, Don't
devalue anyone in life. YOU may be powerful But time
is more powerful than you. "One tree makes one lac
match sticks, but one match stick can burn one lac trees".
MORAL: One negative thought can burn all "positive thoughts.
www.HazroCity.com

Wednesday, December 14, 2011

"Un k andaz-e karam, un pe wo aana dil ka,...



¤Parveen shkir¤
"Un k andaz-e karam, un pe wo aana dil ka,
Haye wo waqat, wo batein, wo zamana dil ka,
Na suna usne tawajo se fasana dil ka..
Umar guzri per dard na jana dil ka..
Dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti hai..
Rog dushman ko b ya RAB na lgana dil ka..
Wo b apne na huwe dil b gaya hathon se..
Aise aane se to behtar hai na aana dil ka..
Unki mehfil me "PARVEEN" un k tabasum ki ada,
Hum dekhte reh gaye hath se jana dil ka...!!!
www.HazroCity.com