Saturday, April 7, 2012

Assi Nazuk Dil Dey Loki Haan,

*BABA BULLHAY SHAH*
Assi Nazuk Dil Dey Loki Haan,
Saada Dil Na Yaar Dukhaya kar,
Na Jhoothay Waaday Karya Kar,
Na Jhoothian Qasman Khhaya Kar,
Tainon Kinni Waar Asaan Aakhiya Aey,
Saanon Wall Wall Na Aazmaya Kar,
Teri Yaad Dey Wich Mein Mar Jasaan,
Mainon Aina Yaad Na Aaya Kar,*B*,
www.HazroCity.com 

Friday, April 6, 2012

AOA. Namaz Pahrnay K Doran Mein Honay Wali Bohat

AOA. Namaz Pahrnay K Doran Mein Honay Wali Bohat
Barhi Ghaltiyan, Jin Se Bachna Bohat Zaarori Hota Hai.
(1) Jaldi Jaldi Namaz Pahrna, (2) Paon Or Ungliyon Ka
Qibla Ke Taraf Na Hona, (3) Sajday k duran paon ka
Zameen say uth jana (4) Imam Se Pehlay Koi Arkaan Ada
Karna, (5) Rokuh Mein Kamar Ka Seedha Na Hona,
(6) Sadjay Mein Naak ki haddi Zameen Per Na Lagana,
(7) Sajday Mein Kalaai Ka Zameen Se Touch Karna,
(8) Attahiyat Mein Hath Ke Ungliyan Ghutnon Se Neechay Hona,
Kisi 1 Ko Send Kar Dain Kia Pata Aap Ke badolat Kisi Ke
Namaz Theek Ada Ho Jaye jazakallah Khair !
www.HazroCity.com 

Thursday, April 5, 2012

{F Hazro_City_News}

{F Hazro_City_News}
Send to 40404 & Apko har waqat Ba-khabar rakhnay keliye HazroCity News pure
Pakistan mai apko baghair kisi Charges kay. Agar ap apni taraf say koi News
Share krna chahin tu 03442818984 par send karen. Is Service ki Mazid
tafsilat kelye Shahid N (Karachi) say rabta karen.
4wd to all www.HazroCity.com 

Wednesday, April 4, 2012

"PPP Government's 04 Years"

"PPP Government's 04 Years"
(24 March.2008 to 23 march.2012)
Aata: 13 - 38, Sugar: 21 - 70, Cooking Oil: 90 - 195, Milk: 25 - 70
Petrol: 56 - 106, Diesel: 39 - 111, Bike: 49,000 - 65,000
AC: 25,000 - 42,000, Doller : 60 - 91, G.S.T: 15% - 25%
Tax Call & Sms: 9% - 19%, D.A.P Urea: 1,300 - 4,700
Load Shedding: 20% - 80%, Bijli Unit: 1.48 - 6.38
Gold: 17,000 - 58,000, Awam mar gai par
"BIBI" or "Bhutto" Aaj b Zinda hain..
Please 4wd it for Awareness & new revolution
www.HazroCity.com

Tuesday, April 3, 2012

Jannat walay Jab Jahannum walon se pochain gay, k kia Cheez unko Dozakh...

Al-Quran:
Jannat walay Jab Jahannum walon se pochain gay, k kia Cheez unko Dozakh
mai lay i Tou Wo kahen gay k hum NAMAZ nahi parhtay thay (Surah Muddassir)
Baab:"Bagher Ksi Wja k Jamaat chornay Par Shadeed Waeed"
Mafhom e Hadees:
Logon ko Chahiye k Wo Jamaat chornay se Baaz aa jain Warna Main in k
Ghar Jala Don ga (Ibne Maja, Abwab uL Masajid,
Hadees #795, Ravi: Osama Rz.A, Namazo ki Ba-JAMAT pabandi karen kia pata kal hu na hu.

www.HazroCity.com

Monday, April 2, 2012

1-Dunya me sab sy ziada rakha jany wala naam "Mohammad'' hay.

Interesting and Important Information:
1-Dunya me sab sy ziada rakha jany wala naam "Mohammad'' hay.
2-Shehad ki makhi ko surkh rung nazar nhi aata.
3-Chewntian (Ants) kabhi nhi soteen.
4-Machhar k mou me 22 dant hoty hain.
5-Koyal 1 esa parinda hay jo kabhi ghonsla nhi banata.
6-Agr Bichhu k ird gird aag jala di jay to wo khud apny sir ko das leta hay.
7-Ghoonga (Snail) 3 saal tak so sakta hay.
8-Nashpati ka tree 3 hundred years tk phal deta hay.
9-Chheenk (sneeze) ko rokny ki koshish me gardan ya demagh me khoon
ki sharyan (blood-vessel) phattny sy death b ho sakti hay.
Share with others. 
            www.HazroCity.com

Sunday, April 1, 2012

Ye Kafan, Ye Qabar, Ye janaze, Rasm_e_Shariyat hai,

Ye Kafan, Ye Qabar, Ye janaze, Rasm_e_Shariyat hai,
......
Mar to insan tab he jata h jab yaad karny wala koi na ho...


www.HazroCity.com