Tuesday, May 15, 2012

Masroof Rehtay Hyn Din Raat Hazro WALY,,,

Masroof Rehtay Hyn Din Raat Hazro WALY,,,
Kartay Hen Dilon Pe Raj Hazro WALY,,
Betabi-E-Dil Ka Andaza Kisi Or Ko Hota Hi Nahi,,
Samjhtay Hen Dilon k jazbat Hazro WALAY,,,
Qatil Hy Ishq Yeh Jantay Huwe B,,,
Kartay Hyn Us Pe Aetibar Hazro WALAY,,
Dunya Lakh Matlab Ki Sahi Phir B,,,
Yaron K Hen Yaar ye Hazro walay,,
Bewafa Hy Dunya Tou Bewafa Hi Sahi,,
Muddaton Se Hain Wafadar ye ¤¤ Hazro WALAY ¤¤
www.HazroCity.com

Monday, May 14, 2012

AOA! MOUT Ke Baad...

AOA! MOUT Ke Baad
Insan 5 Hisson Me Taqseem Ho jata hy.
1.ROOH: Malk ul Mout le jaye ga.
2.MAAL: waris le jayen ge
3.GOSHT: Keerhay Makory Kha Jaen ge
4.HADDIYAN: Mitti Kha Jae gi
5.NEKYAAN: Qarz dar Le Jaen ge
Lekin: KOSHISH Karna
K EMAN Shaitan Na Le Jaye
Achi bat ka phelana sadqa-e-jarya hy.
www.HazroCity.com

Kisan bhaion k liye zaroori SMS!


Kisan bhaion k liye zaroori SMS!
Sawal:
Ushar Kitna dena Wajib hay? Jawab:
Zameen ki Paidawar ki Zakat (Ushar) Dena Wajib hay, Agar Zameen
Barani ho yani Barish se Sairab hoti ho to Paidawar uthanay k
Waqat us ka 10wan hissa dena Wajib hay aor Agar Zameen Ko Khud
Sairaab kia jata ho to eski Paidawar ka 20wan Hisa dena Wajib hay,
Paidawar Kum Ho ya Ziada Es Par Ushar dena Wajib hay
(Fatawa e AlamGiri, Jild # 1, Page #185,186.
www.HazroCity.com

Saturday, May 12, 2012

We wish to wear high Brands, bt We Feel Most Comfort In Our Simple Dresses.

Life is very STRANGE!
We wish to wear high Brands, bt We Feel Most Comfort In Our Simple Dresses.
We wish to sit in PC & Marriott with elite people, but We Enjoy Roadside
Vendor Food With Friends, Mostly. We wish to own big Cars & go on long drives,
Yet We Talk Our Heart Out Only While Walking Down a Long Road.
We've 64GB IPods filled with songs, but Sometimes A Song On Radio Brings
a Smile That Can't Be Compared. Life Is Simple Indeed But
We Make It Complex By Running After What Never Gives Us Happiness.
We Should Not Chase Luxuries & Glamour Blindly.
Let's Focus On The Peace Of Heart & Soul Also...!
www.HazroCity.com

Friday, May 11, 2012

*7 Azeem Nekiyan* JO ALLAH PAK ko boht PASAND Hyn.

Assalam O Alaikum! *7 Azeem Nekiyan*
JO ALLAH PAK ko boht PASAND Hyn.
1=Har kam se pehly, *Bismillah* parhny wala.
2=Har kam k baad, *Alhamdollilah* khehne wala.
3=Ghalti k bad *Astagh firullah* parhne wala.
4=Mustqabil ki baat pe *Insha Allah* kehne wala.
5=Naagawar baat pe *Lahoula Wala Quwwat" parhne wala.
6=Takleef aur Museebat ya ksi ki Maut pe *Innalillahe wa Inna
ilaehe Rajeoon* kehne wala
7=Har waqat Kalma parhnay wala.
www.HazroCity.com

Thursday, May 10, 2012

AOA! Jumma k din SURAH KAHF ki tilawat ka ajar aglay JUMMA...

AOA!Jumma k din SURAH KAHF ki tilawat ka ajar aglay JUMMA
tak milta hy or ye DAJJAL k fitnay say bi
mehfooz rakhay ge.

Jaza-Kallah Khair,

www.HazroCity.com

Wednesday, May 9, 2012

Jab Musalman Wazoo krta hy to us k chahre, hath or paon se...

Hadees mubarka:
1.Jab Musalman Wazoo krta hy to us k chahre, hath or paon se
gunah nikal jate hyn (Muslim:244)
2.Waqt pe Adaa ki hui Namaz ALLAH ko tamam Amaal
me ziada Mahboob hy (Bukhari:527)
3.Jo Shakhs Subha ki Namaz Ba-Jamat Parhe
wo sara din ALLAH k Zimma me hota hy (Muslim:657)
www.HazroCity.com