Sunday, August 4, 2013

THIRD/LAST ASHRA (Last Ten Days [21-30]):

Assalam O Alaikum!, 
THIRD/LAST ASHRA (Last Ten Days [21-30]):

The last days of Ramadan are to seek Refuge in Allah from the Hellfire.

Allahumma Ajirna min-an-naar.

DUA for LAYLA-tul-QADR (to be read in the last ten days):

Allahumma innaka 'affuwan tuhibbul 'afwa fa'fu'-anni YA Ghufooru Ya Ghafooru Ya Ghafoor



Thursday, August 1, 2013

Maaf karny ki Aadat or hosla paida karo,

Assalam O Alaikum!, 
Maaf karny ki Aadat or hosla paida karo,
Yeh to ALLAH
ka karam hy k usny insan k Gunahon ki Parda poshi ki,
Agar tmhary dermian ek
dosray k gunah zahir ho jaty to
tm ek doosray ko dafan bhi na karty!
["Tum Apne PARWARDIGAR ki kon kon si naimato ko jhutlao gay".
(Al Quran)]

Tuesday, July 30, 2013

Ho jo barish tou tumhare sang sawan,,,


Ho jo barish tou tumhare sang sawan,,,
Ho Jo Barish Tou Tmhare Sang Sawan Manana Hy,
Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy
Barish k Qatrey Jo Tere Honto’n Pe Girei’n,
Un Qatro’n Ko Apne Honto’n Se Uthana Hy
Barish Ki Boondo’n Se Kheltey Kheltey,
Hum Dono’n ko Ek Dusray Ki Banho’n Mein Bheeg Jana Hy
Tere Bheegey Badan Ko Choom Kr,
Nazuk Nazuk Si Rooh Mein Sama Jana Hy
Ho Jo Barish Tou Tmhary Sang Nahana Hy,
Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy.
http://www.HazroCity.com

Saturday, July 27, 2013

I wish u "All the very GUD LUK"

Assalam O Alaikum!, 

I wish u "All the very GUD LUK"

With my
1 Heart…
2 eyes…
5 litre blood…
206 bones…
1.2million Red Cells…
60 trillion D.N.A.’s…
I wish you “All the very GUD LUK,,,

Friday, July 26, 2013

16 Ramadan Fateh MAKKA Ka Din He or Kitni Khamoshi Sy Guzar jata hy.

Assalam O Alaikum!, 
16 Ramadan Fateh MAKKA Ka Din He or Kitni Khamoshi Sy Guzar jata hy.
Jis k Baare Me Muslim or Non Muslim Kehty Hen Ye Ek Azeem Qamyabi He Jo Hazrat
Mohammad (S.A.W.W.) Ne Boht Takleef k Baad Hasil Ki Thi,
Ye Hi Agar Valentine Day Hota To Hum Puri Dunya Ko Mubarak Bad Dety Nahi Thakty
Meri Taraf Se Apko or Tamam Muslims Ko advance Fateh MAKKA Mubarak Ho...
Click here to read full SMS !!!

Tuesday, July 23, 2013

Allah Insaan Sey Fermata Hey...

Assalam O Alaikum!, 
Allah Insaan Sey Fermata Hey

Meri Teraf A Ker To Dekh, Mutawjah Na Hoon To Kehna

Meari Rah Main Chal K To Dekh, Rahain Na Khool Doo To Kehna

Mujh Sey Sawal Ker K Dekh, Bakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna

Meray Liye Beyqader Ho K To Dekh, Qader Ki Had Na Ker Doon To Kehna

Meray Liye Lut K To Dekh, Rehmat K Khazaney Na Luta Doon To Kehna

Meray Liye Bik K To Dekh, Anmool Na Ker Doo To Kehna

Mujhey Rab Maan K To Dekh, Sab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To Kehna

Meray Khuaf Sey Ansoo To Baha K To Dekh, Maghfirat K Darya Na Bahadoo To Kehna

Wafa Ki Laaj Nibha K To Dekh, Ata Ki Had Na Kerdoon To Kehna

Meray Naam Ki Tazem Ker K To Dekh, Hakim-e-Takreem Ki Inteha Na ker Do To Kehna

Apni Hasti Ko Fana Ker K To Dekh, Jam-e-Baqa Sey Serfaraze Na Kerdoo To Kehna

Mujhey Haieyolkaieyoom Man K To Dekh, Abdi Hayat Ka Ameen Na Banadoon To Kehna

Mera Ho K To Dekh, Her Kisi Ko Tera Na Bana Doon To Kehn

http://www.HazroCity.com

Saturday, July 20, 2013

Ramzan Hadith SMS Message!

Ramzan Hadith SMS Message!
Hazrat Abu Huraira (r.a) Allah’s Apostle said,
“When the month of Ramadan starts,
the gates of the heaven are opened
and the gates of Hell are closed
and the devils are chained.”
[Sahi Bukhari], (Book 3 No Volume No 31), (Hadith No 123]
=====================================
Hazrat Abu Huraira (r.a) Sy Riwayatt hay K
Aap (s.a.v) ne fermaya,
jb Maah-e-Ramzan aata hy to Aasman ke derwazey khol
diye jaty hen or Dozakh ke derwazey bund ker
diye jaty hen or Shayateen ko jaker diya jata hy.
(Sahi Bukhari), (Vol 3, Book 31), (Hadees #123)
www.HazroCity.com