Quran e Pak me Irshad e Baari Taala.
Ay Eyman walo jab Namaz ko khare hona chaho toh apna mouh dhow
aur kohniyon tak hath aur saroon ka masah kro aur ghutno tak pahon dhow
aur agar tumay nahane ki hajat ho toh Khub suthre ho lo aur agar tum bemar

ya safar main ho ya tum main kohi qazahye hajat say aaya ya tum ny ourtoon
say subat ki aur un sortoon main pani na paya toh pak miti
say taheham kro toh apne mouh aur hathon ka is say masah kro
Allah Pak nahin chahta K tum par kuch tangi rakhe haan yeh chahta hai K tumay
khub suthra krde aur apni nemat tum par pori krde K kahen tum aasaan mano.
(Surat Al-Ma'idah), (Aayat 6) (Parah 6)

No comments:
Post a Comment