Monday, February 1, 2010

Islamic SMSs

Hzrat BiBi Aamna R.A. Frmati Hy k jb (MUHAMMAD S.A.W.W) ki Walaadt hone wali thi to 1 baadl ka tukra Aasman pe warid hua, Mai jaan jati wo badal mre uper chaon krta ,Mai jb bakriyan chraney jati to bakriyan mre pichy chlti, jb chlti to pathr mre pairon k nichy narm Rui ki trah ho jate or jb ku'en se pani nikalne jati tb pani uper charh aata or mai aasani se pani bhrti thi, jb soti to khubsurat hurein muje pankhy se hawa deti Or Rozana ek nabi muje khwab mai mubarak dety thay k Aap Akhri Nabi (MUHAMMAD PBUH) ki walida hein SubhanALLAH! Yeh hy hmare Aaqa S.A.W.W ke Shaan!

Thursday, January 21, 2010

Happy Birthday

01>
khushiyo ka din hai, mosam hai suhana
aaj tumhara birthday hai, plz naha k zror aana
Happy Birthday

02>
It's your birthday and I can't be there
But I'll send you a special birthday wish and a little prayer
Have a happy birthday, I hope that all of your birthday wishes come true
May you have a great time today and find happiness in everything you do.

Happy Birthday

Wednesday, January 20, 2010

Islamic SMSs

01>
Hazrat Jabir (R.A) se raiwyat ha k, Ap (S.A.W.W) ne irshad farmaya:
Banda k aur kufr ky darmyan Namaz chor dany he ka faasla ha.
[Muslim]

02>
Hadis E Nabvi
"Sab Se Wazni Cheez Jo Qayamat k Din Momin k Meezan Main Rakhi Jayegi Wo Us Ka Husn EAkhlaq Ho Ga"
[ABU DAUD]

Monday, January 18, 2010

Funny SMSs

01>
1 jaga bomb blast kay baad 1 admi chilla raha tha, O"GOD ! Mera haath urah gaya,
bewakof: Hosla kero mat roo, dekho us aadmi ko sar urah gaya hay, wo bhi to chup ha"

02>
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka. Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahi nhi Bacha ro raha hai. Zara bus ka horn baja Do

Friday, January 15, 2010

Pathan English k paper me fail ho gya,

01>
Pathan English k paper me fail ho gya,due to this Translations.
.
1.Me Aam Admi hun.
I am a mango man.
2.Muje English Aati he.
English comes to me.
3.Mera Taluk Haripur Hazara se he.
I belong to Green pur Thouznda.
4.Sarak pe golyan chal Rahi hen.
Tablets are walking on road.

Wednesday, January 13, 2010

Islamic SMSs

Kisi Bazurg Ne Shetaan Se Kaha, Mujay Wo Kaam Batawo, Jis Kay Karnay Se Me Be Tumharay Jesa Ho Jawon,
Shetaan bola, 2 Kaam karo, (01) Namaz Me Susti Karo & (02) Har Baat me Qasam Khawo,
Bazurg Ne Kahaa, Aaj Kay Bahd Yehi 2 Kaam Me Bilkul Nahi karonga,
Shetaan Bola, Main bi Aaj K Baad Kisi Insaan Ko apna Raaz Nahi donga.

Monday, January 11, 2010

Islamic SMSs

01>
Ap (S.A.W.W) ne irshad farmya:
jo koi gatta-toop (sakht) aandahry main masjid ke tarf jaye ga,
usy qaymat ky din bay-hassab noor aata kya jaye ga. Sahi Muslim

02>
"Logon ko utni jaldi maff kar diya karo jitni jaldi tum ALLAH say muaafi ki umeed rakhte ho". HAZRAT UMAR FAROOQ (Razi ALLAH Tala Anho)

03>
KUch log Haseen yadon ki tarah hote hain
Jinhe yaad kar k dil khush ho jata hay or
Jin ko BHULANA na mumkin he
AAP unhi me se ek ho