Thursday, February 11, 2010

Darood Sharif Related

Assalam O Alaikum!
Hazrat Abu Bakr Siddique (R.A.) Nay Farmaya!
Darood E Pak Insaan kay Gunahon ko Itni Tezi Say Mitata Hy k Itni Tezi Say Pani B Aag Ko Nahi Bujata, Subhan Allah

Har Ibadat Ka Pata Nahi Chalta Keh Wo Qabool Hui B Hai K Nahi, Par "Darood Sharif" Aisi Ibadat Hy Keh Zuban Say Alfaz Nikaltay Hi Qaboliat Hu Jati Hay. Is Liye Dua Kay Shoro Me Aik Dafa Aur Aakhir Me Aik Dafa Darood E Pak Parh Lia Karo, QionKeh Allah K Yeh Shaan Nahi Hay K wo Sirf Darood Pak ko Qabool Kare Aur Darmian Me Se Dua Ko Radd Kar De.

Wednesday, February 10, 2010

Rainy weather SMSs

01>
The rain may be falling hard outside,
But your smile makes it all alright.
I’m so glad that you’re my friend.
I know our friendship will never end.

02>
/ / /;/;/. /; / ./ /; / ;
/ ;./ ;/ ;/ //; // .;/ /
/ / /;/;/. /; / ./ /; / ;
/ ;./ ;/ ;/ //; // .;/ /
Happy Rainy Day
Dua Hai Barish Ke Jitne Qatre Girain
Utni Hi Apko Khusyan mile

Tuesday, February 9, 2010

Islamic SMS

01>
I ask Allah 2 make u happy, make u smile,
guide u safely, though every mile,
grant u wealth, give u health &
most of all grant u paradise!

02>
The prophet (SAW) said:
“He who remembers his Lord
and who does not remember his Lord,
are like the living and the dead.”
(Al-Bukhari) 11/208;Muslim 1/539

Monday, February 8, 2010

Sheikh & Jin

Sheikh: Kela Kitnay Ka Hy?
Dukandar: Five Rupe Ka.
Sheikh: 2 Rupe Ka Deta Hy?
Dukandar: Two Me tu Iska Chhilka bi Nahi Milay Ga,
Sheikh: Ye Lo 3 Rupe aur Chhilka Utaar Lo.

Ek Aadmi ko Jin Mila,
Us nay Jin say kaha: Meri Dilli Khowahish hy kay saaray Pathano ko Pakistan Say Nikal do.
Jin replied: Lala! Zama Urdu Na Razi…

Friday, February 5, 2010

Golden words

01>
Golden words
kabhi “zindagee” me kisi k “pyar”
mai mat “rona” Q k wo tumhare “ansuon”
k “qabil” nahe hoga or “wo” jo is “qabil” hoga,
wo tumhe kabhi “rone” nahi dega.


02>
Na jane unhe aisa Q lagta hay
K hum ne un ko yaad karna chor deya hay
Yad to hum unhe utna hi karte hain
Par ab hum ne jatana chor deya hai

Wednesday, February 3, 2010

Islamic SMSs

01
AAP (S.A.W) Se Pucha Gaya!
Ya Rasool ALLAH (S.A.W) Insan Ka Husn Kis Cheez Me Poshida Hy?
AAP (S.A.W)Ne Farmaya Insan ka husn UsKi Zaban Me poshida hy.



02
Jan boojh kar Namaz nahee parna Musalman ko Kafir bana deta hay.

03
Hadees:
Wo log jo apny gharon ma ya apny raiya ky sath insaaf krty han,
Wo ALLAH Tallah ky pas noor ky Menaron pr hon gai.
(Raiz-al-sahlheen)

Monday, February 1, 2010

Islamic SMSs

Hzrat BiBi Aamna R.A. Frmati Hy k jb (MUHAMMAD S.A.W.W) ki Walaadt hone wali thi to 1 baadl ka tukra Aasman pe warid hua, Mai jaan jati wo badal mre uper chaon krta ,Mai jb bakriyan chraney jati to bakriyan mre pichy chlti, jb chlti to pathr mre pairon k nichy narm Rui ki trah ho jate or jb ku'en se pani nikalne jati tb pani uper charh aata or mai aasani se pani bhrti thi, jb soti to khubsurat hurein muje pankhy se hawa deti Or Rozana ek nabi muje khwab mai mubarak dety thay k Aap Akhri Nabi (MUHAMMAD PBUH) ki walida hein SubhanALLAH! Yeh hy hmare Aaqa S.A.W.W ke Shaan!