Ksi Bazurg ne Shetan se kaha
Mujhy wo kam btao jis k krne se me b tumary jesa hojaon?
Shetan bola, 2kam kro,
Namaz parhny mein susti kro,
or her baat me Qasam khao.
Buzrug ne kaha,
Aaj k bad yehi 2 kam main nhi krunga.
Shetan bola,
Main b aj k bad kisi insan ko apna raz nh dunga.
www.HazroCity.com
Wednesday, June 16, 2010
1Mashor Chinese poet likhtay hain k,
Zindgi hmen bohut kuch sikhati he.
1Mashor Chinese poet likhtay hain k,
.
"Shinguya chi chongo itima shin shun una ping pingo ching"
.
bilkul sahi likha hy!
Mere to Aansu agay,
1Mashor Chinese poet likhtay hain k,
.
"Shinguya chi chongo itima shin shun una ping pingo ching"
.
bilkul sahi likha hy!
Mere to Aansu agay,
Tuesday, June 15, 2010
No one is born happy, Smile SMS
No one is born happy.
But all of us are born
with the ability to create happiness.
So today, make others happy.
Flash your sweetest smile.
HAVE A DAY FULL OF SMILES.
But all of us are born
with the ability to create happiness.
So today, make others happy.
Flash your sweetest smile.
HAVE A DAY FULL OF SMILES.
Sunday, June 13, 2010
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghazal SMS
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya
Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya...
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya
Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya...
Saturday, June 12, 2010
Aazab e kabar sy bachany wali 7 cheezain.
Aazab e kabar sy bachany wali 7 cheezain.
1-Namaz ki pabandi. 2-sadky ki kasrat.
3-Talawat e Quraan pak. 4-Tasbih ki kasrat.
5-jhoot sy bachna. 6-khiyanat na karna.
7-Chughli sy bachna.
ALLAH TA'ALA aap ko aur mujay in a'amal par chalnay ki tufeeq ata farmai.
Thnxs: Visit us online at www.HazroCity.com

Friday, June 11, 2010
Yaad teri jab bhi aai wafa roti rahi
Yaad teri jab bhi aai wafa roti rahi
Aankh se barsa wo baadal k intaha hoti rahi
Kal najanay kya sitam tuta teri yaad aanay k baad
Raat bhr galiyon mein kiun pagal hawa roti rahi
Tere milne ki dua k liay jab bhi haath uthaaye main ne
Meri is masoom khwahish pe najanay kiun duaa roti rahi

Subscribe to:
Posts (Atom)