Thursday, December 29, 2011

1 Murghi ko Kawway sai piyar ho giya, jab Murghay ko pata chala...

1 Murghi ko Kawway sai piyar ho giya, jab Murghay ko pata chala
tou wo Murghi kay pas gaya or bola keh mujh me kia kami hai?
Smart hon, Kawway say ziyada khobsurat hon, tumahari baradari
ka hon? Murghon ki Union ka Leader hun?
Murghi: Me tumaray Jazbat ki qadar karti hon, lekin Amma Abba
ki khwahish hy keh Larka Air-Force Me ho :-D
www.HazroCity.com

Wednesday, December 28, 2011

Charlie Chaplin's 3 Heart touching statements:-

Charlie Chaplin's 3 Heart touching statements:-
(1st) Nothing is permanent in this world,
not even our Troubles...!
(2nd) I like walking in the rain, becoz nobody can see my tears.
(3rd.) MOST IMPORTANT
The most wasted day in life, is, the day, in which,we have not laughed.
Be happy.
www.HazroCity.com

Tuesday, December 27, 2011

"Never Accept the definition of LIFE from Others."

"Never Accept the definition of LIFE from Others."
"It is Your life, define it by Yourself,
The way You love, The way You hate,
The way You sacrificed, The way You forgive."
Because "No one knows about "YOU" better than
"Yourself." www.HazroCity.com

Monday, December 26, 2011

Teri yaadon ki rawaani or ye December...

: : Ye December : :
Teri yaadon ki rawaani or ye December.
Meri khamoshi,teri baatain or ye December.
Mera haath tere sath,Lammbi sarak or ye December.
Gumsum shamain,sunehri raatyn or ye December.
Bheegy din,madham suraj,halky badal or ye December.
Byhti Nadiaan,gaaty panchi,Urti dhund or ye December.
Meri aankhyn,meri neend,tere khuwab or ye December.
Tanha myn,Tanha chand,teri yaadain or ye December.
")\/( ! T )/\( A" www.HazroCity.com

Sunday, December 25, 2011

Hazrat Musa (A.S) nai Allah se kaha k ap Aasmano pe hain or hum Zameen...

Hazrat Musa (A.S) nai Allah se kaha k ap Aasmano pe hain or hum Zameen
per hian, Kese pata chale ga k ap hum se raazi hain ya keh naraz hain?
Allah ne frmaya jab tumhare opar ache log Hakkim ban jaen,
Maldar sakhi ban jaen or Mosam k mutabik Barish ho to samjho Allah tum se razi hai,
Or jab Badtreen log tum pe hakim ban jaen, Maldar bakheel ban jaen or barish
na ho or jb ho to tabahi mach jae to smjhlo Allah naraz hai zameen walon se.
(MSG FOR ALL PAKISTANIS)

www.HazroCity.com

Saturday, December 24, 2011

25 December ko SURAH-IKHLAS kasrat se parhen...

Attention please...
25 December ko SURAH-IKHLAS kasrat se parhen,
Qionkeh Christian log ek dosray ko wish karenge kay
ALLAH NE BETA JANA (Marry Christmas)
Nauzubillah, Is surah-ikhlas me farmaya giya hy kay
ALLAH na kisi ka baap or na kisi ka beta, us ka koi shareek nahi
Plz ye bat tamam Musalmano tak aaj lazmi pohncha den.
www.HazroCity.com

Friday, December 23, 2011

"BeNamazi ko Qaid me dal dya jaey Us waqt tak jab tak wo Toba na kar le"

Namaz!!!
Imam Azam Abu Hanifa:
"BeNamazi ko Qaid me dal dya jaey Us waqt tak jab tak wo Toba na kar le"
Imam Shafai:
"Be Namazi Wajibul Qatal hy", Imam Ahmed bin Hambal:
"Namaz Tarak karna Kufar hy"
Imam Malik:
"Sultan-e-Islam Be Namazi k Qatal ka Hukam de"
Ghose Azam:
"BeNamazi ko Musalmano k Qabristan me dafan na kya Jaey"
Sultan Baho:
"Be Namazi se Khanzeer Bi Panah mangta hai"
Ghor karen Or Sachy Dil k sath Namaz Qaim karen.
www.HazroCity.com