Thursday, January 5, 2012

Doob Rahi Hen SAANSE Magar Ye Guman Baqi Hai...

Doob Rahi Hen SAANSE Magar Ye Guman Baqi Hai,
Aane Ka Kisi Shakhs K Abi Imkaan Baqi Hai,
Muddat Hui Ek SHAKHS Ko Bichre Hue Lekin,
Aj Tk Mere Dil Pe Aik Nishan Baqi Hai,
Kashti Zara Kinare K QAREEB Hi Rkhna,
Bikhri Hui Lehron Mein Abi Tufan Baqi Hai,
TUMHARE Hi Ashkon Ne LAB C Diye Wrna,
Abi To Mere DUKHON Ki Boht DAASTAN Baqi Hai,
GHAMON Se Keh Do Abi Na Rakht-e-Safr Baandhe,
K Abi To MERE Jism Mein Kuch JAAN Baqi hai."

Wednesday, January 4, 2012

"Suna Ha is Mohabat Me Boht Nuksan Hota Ha.

"Suna Ha is Mohabat Me Boht Nuksan Hota Ha.
Mehkta Jhoomta Jeevan Ghamoon K Naam Hota Ha.
Suna Ha Chain Kho Kar Wo Sehar Se Sham Rota Ha.
Mohabat Jo Bhi Karta Ha Boht Badnam Hota Ha.
Suna Ha is Mohabat Me Kahin Bhi Dil Nahi Lagta.
Bina Us Ki Nigahon Me Koi Mosam Nahi Jachta.
Khfa Jis Se Mohabat Ho Wo Jeevan Bhar Ni Hansta.
Boht Anmol Hai, Ye Dil Ujarr Kar Phir Nahi Basta.

www.HazroCity.com

Tuesday, January 3, 2012

Har Namaz K Baad 3 Martaba Pehla Kalma...

*.PYARi C BAAT.*
Har Namaz K Baad 3 Martaba Pehla Kalma Parho Aur Ye Dua Mango
Keh Aey 'ALLAH' Ye Kalma Tere Pas Meri Amaanat Hy Aur Marney
Se 2 Mint Pehly Ye Mujhe Lotaa Dena.
'ALLAH' Kabi Amanat ME Khayanat Nahi Kartey Or Ye SMS bi Aap
k Pas Ak Amaanat Hy. Aap b khayanat nahi karen
or doosron ko send kren.

Monday, January 2, 2012

Kuch Umr Ki,PehLi ManziL Thi

Kuch Umr Ki,PehLi ManziL Thi
Kuch Rastay Thy Anjaan Bohat,
....
Kuch Hum Bhi PagaL Thy Lekin
Kuch Wo Bhi Thy Naadan Bohat,
....
Kuch Us ne Bhi Na Samjhaya,
Ye Pyar Nahi Aasaan Bohat,
....
Aakhir Hum ne Bhi KhaiL Liya,
Jis KhaiL Mein Thy Nuqsaan Bohat.
....
Jab bikar gaye tab ye jaana,
aaty hyn yahan toofan Bohat,

Sunday, January 1, 2012

Dear January, how is February? Please tell March that April said May

Dear January, how is February? Please tell March that April said May
will be coming before June, I heard that July is getting married in August.
How about September and her kids? Please send my greetings to October
and don't forget to tell November that all my friends who read this will have a
wonderful December again !!! :) (INSHAA ALLAH)

www.HazroCity.com

Saturday, December 31, 2011

ALVIDA DECEMBER

ALVIDA DECEMBER
Wo Darjan Bhar Maheeno Sy Sada Mumtaz Lagta Hai,
DECEMBER kis Liye Akhir Hmaisha Khas Lagta Hai?
Bhari Sehmi Hui Subhen,Udasi Sy Bhari Shaamen,
Dopehren Roi Roi si, Wo Raaten Khoi Khoi si,
Garam Dabeez Shalon Ka, Wo Km Roshan Ujalon Ka,
Kabi Guzry Hawalon Ka, Kabi Mushkil Swalon Ka,
Bicher Jany Ki Mayusi, Milan Ki Aas Lagta hai,
DECEMBER kis Liye akhir Hmaisha Khas Lgta Hai...?
ALVIDA DECEMBER www.HazroCity.com

Friday, December 30, 2011

December Phir Udaas Hai ... Ajnabi Sii Raahon Mein ..

December Phir Udaas Hai ... Ajnabi Sii Raahon Mein ..
Dour Tak Nigaahon Mein .. Bay-Rukhi Ka Mausam Hai ..
Aaj Phir Nigaahon Ko .. Beetay Pal Kii Pyaas Hai ..
Phir Raha Hoon Darbadar .. Moujzay Kii Aas
Hai .. Aisa Lagta Hai Jaisay ..
December Phir Udaas Ha i*Y* Baat To Karay Koi ..
Saath To Chalay Koi .. Khamoshi Ka Pehra Hai ..
Zakhm Dil Ka Gehra Hai .. Aisa Lagta Hai Jaisay ..
December Phir Udaas Hai,*B*,
www.HazroCity.com