Sunday, January 8, 2012

MAKTAB:Quran: MAAN BAAP k sath Ehsan karna,

MAKTAB:Quran: MAAN BAAP k sath Ehsan karna,
Agar Teri mojudgi mai in mai se 1 ya 2non Burhapey
ko pounch Jain To in k aagey Uff Tak na kehna, Na inhein
Daant dappt karna, BaL k in k sath adab-o-Ehtaram se baat
cheet karna, Aor Aajzi k sath in k aagay jhukay rahna, Aor
Dua kartay rehna k Aay mere Rab! In par wesa hi
Reham kar Jesay unhon ne mere Bachpan
mai meri Parwarish ki hay
(Surah Bani IsraiL #17, Ayat #23-24, Para #15)
www.HazroCity.com

Friday, January 6, 2012

Mosam Hy Barish Ka! Or! Yad Tmhari Ati Hai!

Barish ka Mosam...
Mosam Hy Barish Ka! Or! Yad Tmhari Ati Hai!
Barish K Hr Hr Qatray Se! Awaz Tmhari Ati Hai!
Badal jab Garajtay Han! DiL Ki Dharkan ruk Jati Ha!
Or! DiL Ki Hr 1 Dharkan me! Bs Yad Tmhari Ati Hai!
Jab Tez Hawaen Chalti Han! To jan hmari jAti Ha!
Mosam Ho Jb b Barish Ka, bus "Yad Tumhari Ati Hai".

www.HazroCity.com

Thursday, January 5, 2012

Doob Rahi Hen SAANSE Magar Ye Guman Baqi Hai...

Doob Rahi Hen SAANSE Magar Ye Guman Baqi Hai,
Aane Ka Kisi Shakhs K Abi Imkaan Baqi Hai,
Muddat Hui Ek SHAKHS Ko Bichre Hue Lekin,
Aj Tk Mere Dil Pe Aik Nishan Baqi Hai,
Kashti Zara Kinare K QAREEB Hi Rkhna,
Bikhri Hui Lehron Mein Abi Tufan Baqi Hai,
TUMHARE Hi Ashkon Ne LAB C Diye Wrna,
Abi To Mere DUKHON Ki Boht DAASTAN Baqi Hai,
GHAMON Se Keh Do Abi Na Rakht-e-Safr Baandhe,
K Abi To MERE Jism Mein Kuch JAAN Baqi hai."

Wednesday, January 4, 2012

"Suna Ha is Mohabat Me Boht Nuksan Hota Ha.

"Suna Ha is Mohabat Me Boht Nuksan Hota Ha.
Mehkta Jhoomta Jeevan Ghamoon K Naam Hota Ha.
Suna Ha Chain Kho Kar Wo Sehar Se Sham Rota Ha.
Mohabat Jo Bhi Karta Ha Boht Badnam Hota Ha.
Suna Ha is Mohabat Me Kahin Bhi Dil Nahi Lagta.
Bina Us Ki Nigahon Me Koi Mosam Nahi Jachta.
Khfa Jis Se Mohabat Ho Wo Jeevan Bhar Ni Hansta.
Boht Anmol Hai, Ye Dil Ujarr Kar Phir Nahi Basta.

www.HazroCity.com

Tuesday, January 3, 2012

Har Namaz K Baad 3 Martaba Pehla Kalma...

*.PYARi C BAAT.*
Har Namaz K Baad 3 Martaba Pehla Kalma Parho Aur Ye Dua Mango
Keh Aey 'ALLAH' Ye Kalma Tere Pas Meri Amaanat Hy Aur Marney
Se 2 Mint Pehly Ye Mujhe Lotaa Dena.
'ALLAH' Kabi Amanat ME Khayanat Nahi Kartey Or Ye SMS bi Aap
k Pas Ak Amaanat Hy. Aap b khayanat nahi karen
or doosron ko send kren.

Monday, January 2, 2012

Kuch Umr Ki,PehLi ManziL Thi

Kuch Umr Ki,PehLi ManziL Thi
Kuch Rastay Thy Anjaan Bohat,
....
Kuch Hum Bhi PagaL Thy Lekin
Kuch Wo Bhi Thy Naadan Bohat,
....
Kuch Us ne Bhi Na Samjhaya,
Ye Pyar Nahi Aasaan Bohat,
....
Aakhir Hum ne Bhi KhaiL Liya,
Jis KhaiL Mein Thy Nuqsaan Bohat.
....
Jab bikar gaye tab ye jaana,
aaty hyn yahan toofan Bohat,

Sunday, January 1, 2012

Dear January, how is February? Please tell March that April said May

Dear January, how is February? Please tell March that April said May
will be coming before June, I heard that July is getting married in August.
How about September and her kids? Please send my greetings to October
and don't forget to tell November that all my friends who read this will have a
wonderful December again !!! :) (INSHAA ALLAH)

www.HazroCity.com