Wednesday, March 13, 2013

I Like German Muslim scholar's Answer in a live TV Show Seen by Millions of People...

Assalam O Alaikum!
I Like German Muslim scholar's
Answer in a live TV Show Seen by Millions of People;
He Was Asked about Terrorism And Islam.
He Said: Who started the First World War! Muslims?
Who started the second world war! Muslims?
Who Killed about 20 Million of Aborigines in Australia! Muslims?
Who sent the Nuclear bombs to Hiroshima and Nagasaki! Muslims?
Who Killed more Than 100 Million Indians in North America! Muslims?
Who Killed more Than 50 Million Indians in south America! Muslims?
Who took about 180 millions of African people as slaves, of whom 88% died and were
Thrown in The Atlantic Ocean! Muslims?
No, They Weren't Muslims! First, You have to Define Terrorism Properly.
If a Non-Muslim does Something Bad, it is a Crime.
But if a Muslim commits the same act, he is a terrorist.
First remove this double standard, then come to the Point!
              www.HazroCity.com

Monday, March 11, 2013

Qiyam: Namaz me khare honay se Jism mai androni taqat aati hy...

Assalam O Alaikum!
Qiyam: Namaz me khare honay se Jism mai androni taqat aati hy.
Ruku: Mai jane se guthno me taqat or jism ki hadiyon ki excersise hoti hy.
Sajda: Sajda karnay se Aankhon ki Roshni barhti hy, Dil or Dimagh ko sukun milta hy.
Wazoo: 5 waqat Wazoo karnay se jism k andar se wo Bemariyan khatam ho jati hyn jinka Dunya me koi elaaj nahi.
Allah Ta'ala hamain 5times Namaz Ba-Jumaat parhnay ki Toufiq ataa farmain.
Aameen Summa Aamin.              www.HazroCity.com

Qiyam: Namaz me khare honay se Jism mai androni taqat aati hy...

Assalam O Alaikum!
Qiyam: Namaz me khare honay se Jism mai androni taqat aati hy.
Ruku: Mai jane se guthno me taqat or jism ki hadiyon ki excersise hoti hy.
Sajda: Sajda karnay se Aankhon ki Roshni barhti hy, Dil or Dimagh ko sukun milta hy.
Wazoo: 5 waqat Wazoo karnay se jism k andar se wo Bemariyan khatam ho jati hyn jinka Dunya me koi elaaj nahi.
Allah Ta'ala hamain 5times Namaz Ba-Jumaat parhnay ki Toufiq ataa farmain.
Aameen Summa Aamin.              www.HazroCity.com

Saturday, March 9, 2013

Agar log Namaz-e-Fajar k Sawab or Fazilat ko jan len to Raat...

Assalam O Alaikum!
Agar log Namaz-e-Fajar k Sawab or Fazilat ko jan len to Raat ko is khauf se sona chorrh den k kahin Neend ki wajah se Namaz na reh jaay.
HAZRAT ALI R.A.Z.
#
Allah Pak farmatay hyn
"Tu mujhe Fajar or Asar ki Namaz k bad thorhi dair yad kar lia kar,
Tere tamam Kaamo ki zimadari meri hy.
#
Apni Kharabiyon Ko Pass-e-Pusht Daal Kar,,,
Har Shakhs Keh Raha Hai Zamaana Kharab Hai..!!!
Subha Bakhair, Dua'on ki darkhwast.
             www.HazroCity.com

Thursday, March 7, 2013

SURAH AL-HUJRAT me diye gaey Ehkaamaat...

Assalam O Alaikum!
SURAH AL-HUJRAT me diye gaey Ehkaamaat...
1.Ksi ka mazaq na urhao, 2.Ksi k aib zahir na kro
3.Ek dusray ko ßury laqab se na pukaro
4.Jo toba na karay woh zalim hy
5.Badgumani se bacho, 6.Tajassus na kro (ksi ki toh me na lago)
7.Gheebat na kro, 8.Allah Rab ul Izzat se daro (Gunnah se bachny ki koshish kro)
9.Apne khandan aur qabeelay par fakher na kro
10.Allah Rab ul Izzat hi ko ilm hy k bandy k aamal kia hyn.
Wassalam
             www.HazroCity.com

Tuesday, March 5, 2013

Good Night SMSs send karnay ki bajaye yeh Hadees apne...

 Assalam O Alaikum!
Good Night SMSs send karnay ki bajaye yeh Hadees apne
Doston ko Bhejen aor khud bi Amal bhe karain.

@ Hadees: Jab tum apne Bister pe sonay k liye laitnay lago to Ayat uL Kursi
Parh lia karo, Eski Barkat se ALLAH ki taraf se Tum pr 1 Nighaban (Farishta)
Muqarar ho jaye ga aor Shaitaan Sobh tak Tumharay Qareeb na aa sake ga!

(Bukhari, Hadees 3275, Kitab: Bada ul Khalq.

Ravi: Abu Horaira R.A.Z.)

Visit us online at

             www.HazroCity.com

Sunday, March 3, 2013

"Biscuit manufacturer's love letter"

"Biscuit manufacturer's love letter"
Dear MARIE::-*
Today is PARTY DAY,:-P, I'm in GALA,:-)
You have made my life SOOPER,:-)
I'm the PRINCE of your heart,B-), I want to buy a BAKERY,:-)
So I can give you a TREAT everyday,;-(
You have kracked my JAM HEART by giving CANDY to other guy:-(
Now I am in 50-50 position:-x
Please don't play HIDE n SEEKB-)
CLICK into my life soon so we have many GLUCOB-) kids:-)
4m TIGER
             www.HazroCity.com