Monday, December 6, 2010

Dhoop Ke Saath Gaya Saath Nibhaane Wala

Dhoop Ke Saath Gaya Saath Nibhaane Wala

Dhoop Ke Saath Gaya Saath Nibhaane Wala
Ab Kahan Aaye Ga Woh Laut Ke Aane Wala
Rait Par Chor Gaya Naqash Hazaroon Apne
Kisi Paga Ki Tarah Naqsh Mitaane Wala...

Sunday, December 5, 2010

Shan UMAR-E-FAROOQ R.A.

Shan UMAR-E-FAROOQ R.A.
Kon UMAR.? woh UMAR jis ko NABI (S.A.W.W.) ne manga tha.
kon UMAR.? woh UMAR jis ne 22 laakh muraba meeil par Islam ka jhanda lahraya,
kon UMAR.? Woh UMAR jis k lye mere NABI .S.A.W.W ne kaha k
                       agar mere baad koe NABI hota to UMAR hota.
woh UMAR   jis ki bahadri par yahoodi ye kahne par majboor hogae k
Agar UMAR 10 saal or hakoomat karta to poori dunya men MUHAMMAD
S.A.W.W ka Kalma naafiz kar deta. 1st Muharram is the Shahadat Day.

Friday, December 3, 2010

'*. . .Teacher: Tmhary Abu Ka Kya Naam Hy...Sardar: Google Singh

Today SMS 01>
'*. . .Teacher: Tmhary Abu Ka Kya Naam Hy
Sardar: Google Singh
Teacher: Yeh Kesa Naam Hai?
Sardar: O Sir G Main Jithy v Howaan Abba Lab e Lenda ay. . .*'



Today SMS 02>
'SARDAR Drakht pe charha to Bandar ne
Pucha:Upar kyun aye ho?
SARDAR: Amrood khane
BANDAR: Ye to Aaam ka drakht ha
SARDAR " Main Amrood sath laya hun. :-)'

Hzrat Abu Huraira(R.A) Se Riwayat He
AAP S.A.W.W Ne Mera Hath Pkra or
5Baten kahin
1-Haram Kamon Se Parhez Kro Sb Se Ziada Ibadat Guzar Bn Jaoge
2-ALLAH Ki Tqseem Pe Razi Raho Is Se Tum Logon Se Be-Parwah Ho Jaoge
3-Apne Parosi Se Acha Saluk Kro Is Se Tm Momin Ho Jaoge
4-Logo K Lie Wohi Psnd Kro Jo Apne Lie Psnd Krte Ho Is Se Tm Musalman Ho Jaoge
5-Zyada Mat Hnso Kyu K Ziada Hansi Dil Ko Murda Kr Deti He
www.HazroCity.comHzrat Abu Huraira(R.A) Se Riwayat He
AAP S.A.W.W Ne Mera Hath Pkra or
5Baten kahin
1-Haram Kamon Se Parhez Kro Sb Se Ziada Ibadat Guzar Bn Jaoge
2-ALLAH Ki Tqseem Pe Razi Raho Is Se Tum Logon Se Be-Parwah Ho Jaoge
3-Apne Parosi Se Acha Saluk Kro Is Se Tm Momin Ho Jaoge
4-Logo K Lie Wohi Psnd Kro Jo Apne Lie Psnd Krte Ho Is Se Tm Musalman Ho Jaoge
5-Zyada Mat Hnso Kyu K Ziada Hansi Dil Ko Murda Kr Deti He
www.HazroCity.com

Thursday, December 2, 2010

"WALID KAY 6 DARJAAT "

"WALID KAY 6 DARJAAT "
1) Baap Ka Ehtram Karo Ta'key Tumhari Olaad Tumhara Ehtram Kare.
2) Baap Ki Baatey Ghor Se Suna Karo Ta'key Dosro Ki Na Sun'ni Parhey.
3) Baap Ke Samney Uncha Na Bolo Karo Warna ALLAH Tumhe Neecha Kar Dega.
4) Baap Ke Samney Nazar Jhuka Ke Rakha Karo Ta'key "ALLAH"
Tumhe Dunya Mei Bulandi Naseeb Kare.
5) Baap Ki Sakhti Bardasht Karo Ta'key Ba-kamal Ho Sako.
6) Yaad Rakhna Ke Baap K Ansoo Tumhare Dukh Se Na Girey Warna "ALLAH"
Tumhe JANNAT Se Gira Dega.
"WALDAIN" K Saaye Se Azeem Tar Dunya Mei Koi Cheez Nahi...!!!

Wednesday, December 1, 2010

Hajj Corruption k zimmadar wifaqi Wazeer e Mazhabi Umoor...

Hajj Corruption k zimmadar wifaqi Wazeer e Mazhabi Umoor
Hamid Saeed kazmi hamare dost Mulk hamare Nabi (s.a.w.w)
k Mulk Saudi Arab ko badnam kia he.1980 me kazmi k walid per
Betullah me dakhlai par pabandi lagi thi jo aj tak baqi he!
kazmi wo badla chuka raha he, hum Govt se mutalba
krte hen k kazmi ko sza di jae aur is aala post sy
bartaraf kia jai. PaKiStAn LoVeRs

Tuesday, November 30, 2010

Please read & do care...

Today SMS 01>
Please read & do care...
Milti nahi Maidaan e Mehshar me kisi
bhi qeemat par mohlat...!
O zindagi walo! Parh lo, abi sasti ha Namaz....

Today SMS 02>
Night Packges ne to hume bhoka maar dia hy "FARAZ"
Jis Ghar me Daketi k lye jao koi na koi jaag raha hota hy:-(
DAKO Association Welfare

Sunday, November 28, 2010

Sardar Jee Platform par khare sb Sikhs kese mar gy?

Reporter:
Sardar Jee Platform par khare sb Sikhs kese mar gy?
Sardar Jee: Ek elan hua k Train Platform pr aa rahi hy,
Sab ne jan bachanay k lye Patri par jump mar di
Reporter: Phir Ap kese bach gye?
Sardar Jee: Me khudkushi k lie patri par leta tha ye elan
suna to me platform par ja kar lait gya!!!