Friday, March 26, 2010

Islamic SMSs

01>
Jo shakhs ALLAH kay kammon main lag jata ha,
ALLAH is kay kammon main lag jata ha.
Hazrat Abu Bakar Sadeeq (R.A)


02>
Loogo! Bachoo apnay Rab k ghazzab se aur daroo
us din se jb k koi baap apnay baaty ke taraf se badla
na day ga aur na koi baata apnay baap ke taraf se kuch
badla dany wala ho ga. Surat-ul-Luqmaan: 33

No comments:

Post a Comment