Monday, August 16, 2010

Duaon ki qaboliat k auqaat,

01> irshad-e-Nabwi(S.A.W.)
5 Raaton mein mangi Dua Rad nahi hoti,
1..27 Rajab, 2..15 Shaban
3..Eid.ul.Fittar, 4..Eid.ul.Uzhha 5..Jumay ki Raat

02> According to HADEES, Duaon ki qaboliat k auqaat,
1.Farz namaz k baad, 2.Azan or aqamat k darmian,
3.Tahajjud k waqt, 4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar, 6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghari, 8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt, 10.Arfa k din maidan-e-arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.

No comments:

Post a Comment