Friday, December 24, 2010

Apni Dunya me u mast rehta tha ...

Apni Dunya me u mast rehta tha ...
Mout ki fikr na krta tha ME, Gunah ko Gunah na smajhta tha ME
Lazzato k piche bhagta tha ME, Dil chahta tha kbhi k parhu Namaz
Par jism ko Masjid tak na leja pata tha ME, Dunya ki ronaq me rehta tha MAGAN
Waqt apna yari Dosti m brbad krta tha ME, Phr 1 Din achanak aankho k agey andhera chaya
Phr ankh khuli to apne ap ko andheri Qabar me paya, Ghr jana chaha lekin ja na paya
Dar lgta hy MUJHE is andhere se Awaz deta hu apno ko, Lekin koi sunta nahi
Kia karu m kch smajh nai aata, Pata tha sub kch kash pehle sambhal jata.
{Ab bi waqt hy kch kr lu} www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment