Friday, August 12, 2011

Hafiz-e-Quran Ka Maqam.

Hafiz-e-Quran Ka Maqam.
Mafhom-e-Hadees:
Qiyamat k din Quran kay Hafiz se kaha jaye ga, Quran parhta ja aur Jannat
k Darjon pr Charhta ja aur thehir thehir kar parh jesa keh to Duniya mein
thehir thehir kar parha karta tha, Bas tera Maqaam wohi Hoga jahan
teri Akhri Ayat ki tilawat khatum hogi. (Tirmazi, Darja:Hassan Sahi,
Hadees#3035, Ravi: Abdullah Bin Ammar R.A. *Apni aulad or
apnay aap say choto ko lazmi Hifz karwain.*
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment