Sunday, January 8, 2012

MAKTAB:Quran: MAAN BAAP k sath Ehsan karna,

MAKTAB:Quran: MAAN BAAP k sath Ehsan karna,
Agar Teri mojudgi mai in mai se 1 ya 2non Burhapey
ko pounch Jain To in k aagey Uff Tak na kehna, Na inhein
Daant dappt karna, BaL k in k sath adab-o-Ehtaram se baat
cheet karna, Aor Aajzi k sath in k aagay jhukay rahna, Aor
Dua kartay rehna k Aay mere Rab! In par wesa hi
Reham kar Jesay unhon ne mere Bachpan
mai meri Parwarish ki hay
(Surah Bani IsraiL #17, Ayat #23-24, Para #15)
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment