Tuesday, April 17, 2012

"Tumhari Ye (Dunya ki) Aag Jisay Insan Jalatay hen Jahannum...

Rasoolullah SallALLAHu Alaihay wa Sallam ne farmaya:
"Tumhari Ye (Dunya ki) Aag Jisay Insan Jalatay hen Jahannum
ki Aag k 70 Hisson me se 1 Hissa hy." Phir Fermaya: "Jahannum
ki Aag Dunya ki Aag k Muqablay me 69 Darjay berrha di gayi hy."
(Sahi Muslim, kitab ul Jannah, Hadees # 7165) >> Gunah karne
se Pehle Sochain k hum to Dunya ki Aag Bardasht nahi kar
sakte, Jahannum ki Aag ka Aazab kese Bardasht karen gay? . . . .

www.HazroCity.com 

No comments:

Post a Comment