Thursday, June 14, 2012

Be khwab zindagi ka Paristar kon tha ?

Be khwab zindagi ka Paristar kon tha ?
Itni udaas raat main Bedaar kon tha ?
Kis ko ye fikr thi K mohabbat mein kiya howa?
Hum es py larr rahy thy ... wafadaar kon tha ?
100 kashtiyan jala k Chaly sahilon sy hum !
Ab tm ko kya batayein K us paar kon tha ?
Ye faisla tu Waqt b Shayed na kr sakay !
Such kon bolta tha,Adakaar kon tha ?
Arsa guzar gaya hy Yehi sochty huwy "
Pepsi 65 ki krne wala dukandar k0n tha?
Itney ghor sy parhne ka shukriya:-

No comments:

Post a Comment