Saturday, March 23, 2013

Hazrat Anas Bin Malik (R.A.) Farmatey hain k...

Assalam O Alaikum,
Hazrat Anas Bin Malik (R.A.) Farmatey hain k...
"RASOOL ALLAH S.A.A.W" ne irshaad farmaya:
"Jo shakhs din main 3 martaba Jannat ka sawal karta hai.
Jannat khud "ALLAH"se dua karti hai K Aye
"ALLAH" iss ko mujh main dakhil farma.
Aur jo shakhs Din main 3 baar Jahannum se panah mangta hai...
To Jahannum khud "ALLAH" se dua karti hai K Ay
"ALLAH" iss ko mujh se panah ata farmaa".
Jild 2, Safha 84.
           www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment