Wednesday, May 1, 2013

Bewaon (Widows) & miskeen ki khidmat karnay wala Allah ki rah me Jihad karne walay ki tara hy,...

Assalam O Alaikum,
Hadith i Nabvi(S.A.W.W.):
Bewaon (Widows) & miskeen ki khidmat karnay wala Allah ki rah me Jihad karne walay ki tara hy,
Ya us shakhs ki tara hy jo hamesha din ko Roza rakhta hy jo Raat ko qiam krta hy.
BUKHARI 945 Kitab ul Adab.
@
Jis aulad se waldain khush hon woh Jannati hyn.
Hazrat Umar R.A.
@
Jo shakhs mujhe mere Eab batata hy woh muje Aziz hy.
Hazrat Umar R.A.
@
Aap S.A.W.W. Ne Farmaya:
"Apne Gharon ko Qabristan mat bnao, balke
Us me Namaz or Quran parha kro" Be'shak
Jis Ghar me Surah-e-Baqara Parhi Jaye,
Waha'n se Shaitan Bhag Jata hai.
[SAHI-MUSLIM H#780]
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment