Monday, February 10, 2014

1 shakhs marnay kay baad khud ko Jannat me dekhta he,

1 shakhs marnay kay baad khud ko Jannat me dekhta he,
Heran ho kar Rab-ul-izzat se puchta he
Ya ALLAH Pak !
Mujhe nahi yad parta k main ne aisa koi Naiki ka kaam kiya hoga k me yahan aa giya,
ALLAH Pak Farmatai hain,
Waqi tu ne koi aisa acha kam ni kia siwa is k
Sone se phle tu sb ko Muaf kar k soya krta tha, Tjhe kya lgta hai,
Tu mjh se zyada SAKHI ha, Ja mene B tujhe muaaf kiya.
SUBHAN ALLAH !

No comments:

Post a Comment