Saturday, March 27, 2010

Sardars & Pathans SMSs

01>
sardar g ne 10 Rs tip di
waiter; sir ye to meri insult hai
sardar; to phir
waiter; 20 rupa to dain
sardar; sorry main apki double insult nhe krna chahta

02>
Ek pathan cycle pe Larki k samne zor se
gira or jildi se khara ho gaya'''
Larki; chot to nahi lagi?
pathan; Nehi; Hum aisyhee utarta hy.........

Friday, March 26, 2010

Islamic SMSs

01>
Jo shakhs ALLAH kay kammon main lag jata ha,
ALLAH is kay kammon main lag jata ha.
Hazrat Abu Bakar Sadeeq (R.A)


02>
Loogo! Bachoo apnay Rab k ghazzab se aur daroo
us din se jb k koi baap apnay baaty ke taraf se badla
na day ga aur na koi baata apnay baap ke taraf se kuch
badla dany wala ho ga. Surat-ul-Luqmaan: 33

Thursday, March 25, 2010

Husban & Wife + Masjid & Miss Call

(01)
Husband & Wife Me Jhagra Hu Gia To
Wife Ne Apni Maa Ko Phone Kia:
Ammi Mera Un Se Jagrha Ho Gaya Hai,
Main 3,4 Maah K Liye Aap K Ghar Aa Rahi Hun,
Maan Boli: Usay Apne Kiye Ki Saza Puri Milni Chahiye,
Tum Wahin Raho, Me 3 ya 4 Mahino K Liye Aa Rahi Hun... :)

(02)
Masjid Main Joota Utaarte Waqt >> Aur << * Kisi Ko Miss Call Maarte Howe, Ek Hi Darr Rehta Hai,,, >> Koi "UTHA" Na Lay....!!!

Monday, March 22, 2010

Sardar Jee & Pathan in India

01>
Pathan went to India, Security man,Who are you?
Pathan (Dartay howay) Im HINDU, SECURITY MAN,
TELL ME 5 NAMES OF BAGHAWAN
PATAHAN: Yassu, Panju, Haar, Kabutar. Doli.

02>
1 Gadhe ne Sardar ko laat mari, Sardar us k piche bhaga,
Raste main use Zebra mila Sardar usko laat markar bola !!!
Night dress pahan kar ullu banata hai...

Sunday, March 21, 2010

Significances of Prayers & a Hadis

01>
JO SHAKS YE CHAHTA HAE KE MASAEB KE WAQT ALLAH
TALA OS KI DOA JALD QABUL KARLE TO USE CHAYE
KE AESHO RAHAT KE DINO ME KHUB MANGA KARE (TRIMIZI)

02>
Significances of the Prayers.
Fajar – Increases the complexion or Noor,
Zohar – Increases Income,
Asar – Improves Health,
Maghrib – Good future 4 your Children,
Esha – Peaceful sleep.

Saturday, March 20, 2010

Poetry SMSs

01>
Kuch to tanhai ki raato me sahara hota
Tum na hote na zikar tumara hota
Koi hamdard zamane me na paya mene
Dil ki hasrat hi rahi k koi to hamara hota

02>
Jese Suhani Hoti Hai Khushbu Gulab Mai
Wesa Hi Tumhara Zikr Hy Meri Kitaab Mai
Mana K CHAND Husn Mai Zerb-UL-Misal Hai
Is Se Bi Tum Haseen Ho Mere Hisaab Ma

Friday, March 19, 2010

Islamic SMSs

01>
JO SHAKS YE CHAHTA HAE KE MASAEB KE WAQT ALLAH TALA OS KI DOA JALD QABUL KARLE
TO USE CHAYE KE AESHO RAHAT KE DINO ME KHUB MANGA KARE (TRIMIZI)

02>
QAYAMAT KE DIN MUJH SE QAREEB TAREEN AUR MUJH PAR ZEADAH HAQ RAKHNE WALA MERA
WHO UMMATI HOGA JO MUJH PAR ZEADAH DAROOD BHEJNE WALA HOGA (TRIMIZI)