Tuesday, November 9, 2010

Jab be so kar utho to Kalma Tayyaba parho

Jab be so kar utho to Kalma Tayyaba parho
Q k marne k baad jab qabar me Farishte hum se sawal jawab
karne aayen ge or humen utha kar poochen ge ke
Tumhara RAB kaun hai? Tumhara DEEN kya hai?
Tumhara NABI kaun hai? To hum apni adat k mutabiq Kalma Tayyaba
parhte hue uthen ge Or Kalma Tayyaba me hi un Farishton ko
sawalon k jawab mil jayen ge.
Is msg ko apne mobile k sab contacts ko send kro,
kya pta kisi k amal karne se apki b bakhshish ho jae.

No comments:

Post a Comment