Thursday, September 22, 2011

Phir se totay hoay patton ka sahara le kar,..

Phir se totay hoay patton ka sahara le kar,
wehshat-e-dil kisi jugnoo sa udhara le kar,
dasht-e-dunuya main umeedo ka kinara le kar,
main tumain yad kar loun ek umr dobara le kar.

No comments:

Post a Comment