Sunday, September 25, 2011

Tumhari Yaad Aati Hay,,,

Tumhari Yaad Aati Hay,,,
Andheri Raat Ko Jab Aasmaan Per
Tajaliyaan Hurf -e- Mohabbat Naqsh Karti Hain
Kese Nakaam Saaat Jab
Hamara DIL Shikasta Hoslay Ka Nouha Gaata Hay
Naii Hijrat Hamari Zindagi Ki
Taaza Majboriyon Kay Aangan Main
Siya Kheema Lagati Hay, Tumhari Yaad Aati Hay

No comments:

Post a Comment