Friday, December 23, 2011

"BeNamazi ko Qaid me dal dya jaey Us waqt tak jab tak wo Toba na kar le"

Namaz!!!
Imam Azam Abu Hanifa:
"BeNamazi ko Qaid me dal dya jaey Us waqt tak jab tak wo Toba na kar le"
Imam Shafai:
"Be Namazi Wajibul Qatal hy", Imam Ahmed bin Hambal:
"Namaz Tarak karna Kufar hy"
Imam Malik:
"Sultan-e-Islam Be Namazi k Qatal ka Hukam de"
Ghose Azam:
"BeNamazi ko Musalmano k Qabristan me dafan na kya Jaey"
Sultan Baho:
"Be Namazi se Khanzeer Bi Panah mangta hai"
Ghor karen Or Sachy Dil k sath Namaz Qaim karen.
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment