Sunday, December 11, 2011

Koi lamha b tery zikr se khali na huwa...


Koi lamha b tery zikr se khali na huwa, 
Me teray bahd ksi dar ka swali na huwa.
Tu hai Yasrab ko Madinay me bdalnay wala
Tery jaisa to kisi shehr ka wali na huwa
Her haseen husn e Muhammad (S.A.W.W.) se hy khairat talab,
Koi chehra b tery jesa jamali na huwa.
Koi paida na huwa Tere moazzin jaisa,
Phir azaano me kabhi soze e Bilali na huwa
Me ne her daur ki tareekh me b jhanka hay,
Koi insan Muhammad (S.A.W.W.) sa misali na huwa!
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment