Wednesday, May 25, 2011

1.Kisi Islami Maah ki mubarakbad sy Jannat wajib nai hoti,..

INTAHAI ZARORI BAAT
1.Kisi Islami Maah ki mubarakbad sy Jannat wajib nai hoti,
2.Allah k naam ya koi wazifa fwrd karny sy KhushKhabri ya Aafat nai ati,
3.Nabi Alaihslam ki Qasam dy k msg fwd karny ko kehna Haram hy,
4.Nabi Alaihslam,H.ALI or BB ZAINAB k khwab ma any waly msg fwd na karain.
5.koi B Qurani Ayat ya Hadis Pak ya kisi Sahabi ka Qoul confirmation k baghair 4wrd na karen.
ALLAH mujhy n aap sab ko deen men uthny waaly fitnon sy mehfoz rakhy.
AMEEN www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment