Monday, May 30, 2011

SADQA jab insan apny haath sy nikalta hai to'

SADQA jab insan apny haath sy nikalta hai to'
SADQA us waqat 5 jumaly kehta hy,
(1) Me faani Maal tha tu ny mujhy baqa dy di.
(2) Mein tera Dushman tha ab tu ny mujhy Dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat karta tha ab me teri hifazat karon ga.
(4) Mein Haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
(5) Pehly mein tery hath main tha ab mein KHUDA k hath mein hun.
her achi baat ko batana bi sadqa hy. Sadqa Mustahiq Logo ko dia karen.
www.HazroCity.com

No comments:

Post a Comment